You get experience with the passage of time:

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #76 Collapse

    Assalam u alikum friend jee haan experience humein starting k six month me hi nahi aa jata hai balke jab ajb hum profit or losses ko face kerty hain or un se seekhty jaaty hain yun hamara experice bhi barhta jata hai, humein trading me daily kuch na kuch learn kerne ko milta hai.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #77 Collapse

      Sir forex may pakistan may boaht say kam log hia hain jo ye kaam ker rahay hain quin kay ye kaam her kisi ko nahi ata ahi is may kuch pata nahi chalta hai kay keya kerna hai is liye log bohat kam use kertay hian jo bhi kare pehlay seekhay us kay baad kamam kare
       
      • #78 Collapse

        yes it is true because when we will trade and when we take and keep trading then we can easily take the experience day by day and gain the success so we need more experience.
         
        • #79 Collapse

          Ye bat sach hai kay time kay sath hi insan ko tajarba hasil hota hai aur jis kam mein ap jitna waqt spent karo gai utna hi profit hasil karo gai .Experience hasil karnay kay liay waqt tu lagta hai phir hi ja kar ap kisi kam par aboor hasil kar kay kamyab hotay hai.
          • #80 Collapse

            Han yeh baat bilkul thek hsi k time k guzrny k sath sath ham experince hasil krty jaty hain jitna zyada ksi chez ko time daty hain utna zyada hi seekhty jaty hain is liye seekhna hai tu waqt zyada dana hoga
            • #81 Collapse

              jab hum new ate hin es business min to hum bilkul he new hote hin humari malomat aur information time guzarane k sath barhti jati he phir hum es qabil ho jate hin k es karobar ki oonch neech ko samjh sakin aur proper work karte hue money bhi earn karin aur profit bhi lein yani ye bat theek he with passage of time humari information aur tajurbe min ezafa hota rehta he.
              • #82 Collapse

                yes it is true because when we keep trading then when the time keep passing and with the time pass we gain more and more experience ans finality one day we gain the success.
                 
                • #83 Collapse

                  G han bilkul forex ko join karne k leye basic knowledge hona chayhe ..forex ma time guzrne k sath experience be hota jata hai,,lekn daily basis pe forex ko time dena chayhe aur learning karna chayhe ..
                  • #84 Collapse

                    Bhai g forex trading mai jub new trader ata hy wo us time bilkul blind hota hy lakin jaisa jaisa usko is mai time lagata hy wo is mai bohat kocha seekhta hy or practice kerta hy jis sai wo acha trader khalana shoro ker daita hy
                    • #85 Collapse

                      wakt ke sath sath ap kisi bhi business main ager kam karte rehte hai to ap experience bhi get kerte rehte hai kiyun ke ek field main ap time de rahe hai to lkafi kuch is main ap ko seekhne ko milta rehta hai
                      • #86 Collapse

                        Trading main experience hasil krna aik din ka kam nahi hy aur aap ko thora time lag jata hy. Is leye jab tak aap experienced nahi ho jatey, ziada risk na lain aur small profit sey guzara karain. Jab aap dekhain keh aap ko trading ki samjh aa gaye hy aur aap ney kafi experience bhi hasil kar lia hy to high risk ley kar high profit bana saktey hain.
                        • #87 Collapse

                          G han app ne sahi kaha ha hmen is business me hmeshah achy experince se hi kam krna chahe kyun k agr hm is business me achy experince se kam karty hain tu hm acha earn kr skaty hain or is business se hm success b asani se tb hi ho sakty hain
                          • #88 Collapse

                            jee han, forex mai ham passage of time k lehaz sy he experience hasil kar sakty hain. ham ko chahiye k sabar o tahamul k sath forex ko learn taky taky is sy ham ko maximum earning ho aur koi loss na ho.
                            • #89 Collapse

                              ma ap ki bat sa aggry krta hun or manta ho k forex trading bina timing k krna simple nhi ha or agr hum trading bina experience krna taab y krna simple nhi time aik doloot ha agr humra pass time hogaa taab hum or be weath earn kr sakta hn or timing he professional banati ha
                              Best Rule of Trading Ever
                              ----------->Never Loss Money<----------------
                              --------->Believe In :o I Can and I Will<---------
                              Never Forget The Rule
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #90 Collapse

                                dear ap thek keh rahe ho forex trading mai jahse ajise ap learning kar k trading karte ho ap ko ap ki har movement pe koi na koi new cheez achii lagti hy aur jo k ap k experience b ban jatii hy es liye ap ko seekh aur smjh k kam karna ho ga ta k ap es business ko seekh aur smjh k kam karo aur apnii life ko b set karo aur acha earn karo....

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X