Aik waqt mein aik hi indicator use krein

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Aik waqt mein aik hi indicator use krein
    Dear traders trading k dauraan koshish kiya krein k aik waqt mein aik hi indicator use krein ta k apka chart simple rahay aur apko trading mein kisi qism ki preshani ka saamna na krna parry
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dear friend app sy agree kerta hon indicator just for guidance hota hy humy chaheay k hum apny trading chart ko zeyada sy zeyada simple rakhy aor aik indicator use kery bhai ager app zeyada indicator use kero gy to Analysis kerna mushkil ho jay ga
    • #3 Collapse

      g bhai main apki baat sy completely agree krta houn aur main samajhta houn k agr indicator k bagher trading ki jaye to zyiada behtr hy jis sy ap aik achay aur expert trader ban sakty hain jiska apko baad mein kafi faida ho ga
      • #4 Collapse

        g bhai bilkul ap ne thek kaha hai trading k duran ham ko charts ko analyse karna boht zarori hota hai or aksar log indicater ki madad lety hain chart ko behtar tariky se analyse karny k lye mgr es chakar me wo itny zyada indicator laga leta hai k us k lye charts ko analyse karna boht muskil ho pacheda ho jata hai es lye es ko jetna simple rakha jay utna faida hai
        • #5 Collapse

          ye zarori nahe hay k ap aik waqat mai aik he indicator use karn ap aik waqat mai mukhtalif indicator use kar sakty hain ap kisi b mahir tarder ka meta trader daikkh lain ap ko wahan par bohat sare indicator nazar aen gay har indicator ki apni programming hoti jis say wo apna trend batay hain k marke ab kis taraf jaey gi lehaza ap maximum most trusted indicator use kar skaty hain forex trading k liay ye bilkul theak hota hay
          • #6 Collapse

            اصل پيغام ارسال کردہ از: QasimKhan0601 پيغام ديکھيے
            Dear traders trading k dauraan koshish kiya krein k aik waqt mein aik hi indicator use krein ta k apka chart simple rahay aur apko trading mein kisi qism ki preshani ka saamna na krna parry
            Agar Hum indicators ko decorate karna chahte hain toh main aapko Ye kahunga ke aap ek he indicator ko decorate Kare Kyunki agar aap Jyada indicators collage Karenge aap double minded Ho Jayenge
            • #7 Collapse

              forex mein trading k liey jis time frame ka marzi ap chart use krein iss mein koi problem nhi lekin iss baat ka khayal rakhein k chart simple hona chahiey aur chart simple hota hy indicators ka istemaal na krny sy ya maximum aik indicator use krny sy
              • #8 Collapse

                Asalam u Alikum
                Ji bhai aap ny achi baat share ki hai indicator's k baary main lykin mere khayal main ager new user zayada indicator's use ker ki bajaay aik ya do indicators ko use kery ga tu confusion se bach jaay ga aur loss se
                Haan ager experience ho jaany k bad kitny bhi indicator's ko use ker ly
                Behter hai
                • #9 Collapse

                  g dear men ap ki bat sey agree kerta hn kih aik waqt men aik hi indicator on erna chahye ku kih ye sab traders hazrat k lye hi best hey ku kih agar aik waqt men aik hi indecator on hoga to traders hazrat ko pareshani ka masla nh hoga or achi tarha trading ker saktey hen............
                  • #10 Collapse

                    slaam to all forum members...mt4 par wasa to boht sara indicator hota hain ur hota bhe bilkul free of cost hain kush dost ya galti krta hain ka wo boht sara indicator aktha use kr leta hain jis ka 2 major nuksan hota ha iyk to app ka mt4 slow ho jata ha dosra app ko market ka sahi andaza kabi nahi ho pye ga har indicator app ko apna hisab sa guide krna ga is lyia app 1 ya 2 maximum indicator use kro...
                    • #11 Collapse

                      agar hum differnet kisam kay indicators ko use karty hwuay trading karen gay to humari trading achi ho sakti hay kyun keh market kay bary main en indicators say guideline milti hay aur hum es trha market main bohat safe earining kar sakty hay so humay chahiye keh esmain dil lga kar time dain tab he achi earning kar sakty hay
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        zaroori nahi hay agar hum aik time main aik indicator use karen gay to hum trade conferm nahi lay sakty market main agar hum conferm trade market main lena chahty hay to eskay liey humay chahiye keh differnt indicators ki help lain tab he hum market main achi earning wali trad elay sakty hay

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X