Pressure main ki gai trading ka koi faida nai hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Pressure main ki gai trading ka koi faida nai hai
    Jo bhi relex mind se hota hai is jesa koi bhi nai hai lekin jb koi pressure main yeh kam karta hai tu khod ko nuqsan ponchata hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dear friends app ny billkull theek kaha main app sy agree kerta hon pressure matlib stress main trading kerna , confusion main trading kerna dosto seedha seedha loss hy stress ma app jo b decision lety ho galt hota hy, is liay humisha fresh mind k sath trading kery.
    • #3 Collapse

      yes dear men ap ki bet sey agree kerta hn kih jo traders apni tradings pressure or jald bazi men kertey hen is lye un ki trading kerny ka koi faida nh hey ku kih in traders sey jald nazi men posts men mistakes ati en jis ki waja sey post ki quality achi nh rehti or is lye traders loss ka shikar ho jatey hen in traders ko chahye kih be cool mind ho ker or bina pressure k kam karen .......
      • #4 Collapse

        G han bro ap ki bat bilkul thk hy ke pressure main lagai gai trade hamesha nuqsan deh aur loss main jaty hy is liy jub bh trade lagao hamesha fresh mind ke sath lagao, market movement ko ashy tara check kro trends ko follow kro news ko read krk aur then enter into forex market with fresh mind
         
        • #5 Collapse

          Kia ap apny ghaltion se seekhty hn ya dosron ki ghaltion se

          ​Dear bro 2 kisam ke log hoty hn aik wo jo apny mistakes se learn kerty hn aur dosry wo jo dosron ki mistakes se seekhty hn, lkn mairy khayal ke mutabik hum ko apny ghaltion se hi sekhna chay aur dosron ki ghaltion se bh seekhna chay, actually mistakes hoty hi seekhny ke liy hn chay apny hon ya chay dosron ki hon
           
          • #6 Collapse

            Pressure lia nai jata bal ke khod ba khod a jata hai is ley jb ap mehsos karen karen ke ap trading ke ley un esay feel kar rahay hein tu bilkul trading ke qareeb na jaein aur khod ko relex hony ka time dia jay
            • #7 Collapse

              g dear men ap ki bat sey agree kerta hn kih jo log trading pressure men ki jate hy or is k lye traders hazrat ka mind thora weak ho jata hy jis k lye pressure men a ker posts men mistakes kerty hen jis ki waja sey earnings achi nh hoti jo tradres fresh mind ho ker or bina pressure k trading kertey hen wo traders achi earning kerty hen .............
              • #8 Collapse

                dekhai agr ap presuure me trad kray ge tu ap apni trding achi nhi kr paye ge ap ku apna mind sb se phle relax krna chhye phir ap ku trding krna chhye aur ku presuure me ttrading krnay sey yqeenan ijtanaab krna chhye ta ky ap ku los na hu jye.
                 
                • #9 Collapse

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: Saabjee پيغام ديکھيے
                  Jo bhi relex mind se hota hai is jesa koi bhi nai hai lekin jb koi pressure main yeh kam karta hai tu khod ko nuqsan ponchata hai
                  ap ki baat bilkul sahi he agr ap pressure trde kray gey tu ap khud ku nqsaan puhcha sktay he jis kse ap kay pasie zia bhee hu sktay ha , ap jitna hu saky apne mind ku relax kr le trding krne se phle phir trade kray.
                   
                  • #10 Collapse

                    agar hum presure main aa kar trading karen gay to humari trading achi nahi ho sakti so humay chahiye keh fresh mind kay sath kam karen kyun keh tab humari trading bohat achi ho sakti hay aur hum market main acha earn kar sakty hay es business main kabhi bhi lalach bhi nahi karna chahiye lalach main loss he hota hay
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      agar hum pressure main aa kar trade karen gay to es chakar main hum market main achi earning nahi kar sakty ulta humay market main loss ka samna karan parta hay humay chahiye keh market main khoob focus karen kyun keh focus karnay main he faida hota hay tab he safe earning kar sakty hay

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X