dont take it a light job
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #211 Collapse

    kam to koi be asan nahy hota ur forex to bohat he mushkal hay sub sy pehly to es ko samjna bohat he zarori hay phir karnt main be bohat ehtaiat ke zaroorat hoti hay warna nuksan be ho sakta .
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #212 Collapse

      forex mein ham buhat earn kr sakte hain but is mein hame buhat mahnat krni ho gi phir ja kar app is mein kamyabi hasil hoti hai dear i think app ko kam se kam two year lag sakte hain is main kamyab hone k liye dear ....
      • #213 Collapse

        Forex trading aik risky business hy aur yeh trading serious ho kar kani chaheye, tab hi hum kuch hasil kar saktay hain. Hamain serious ho kar mehnat karni chaheye aur hard work kar key is ki strategies ko samjhna chaheye. Jab hum poori imandari say mehnat kartay hain to hamain is ka phal bhi milta hy.
        • #214 Collapse

          dear bhia jaan ap nay bilkul theek kaha hai k ye koi light job nahi ha or haqeeqat main b aisa hi hai forex trading main bohat zayada mehnat or skill chahye huta hai or is k sath tension free mind b huna chahye nahi tu ap ko loss b hu sakta hai
          • #215 Collapse

            Yes I am agree with you. We are do not take it easy but we are first is learning and gain the experience. Then we are earn the money regular base and success full trader.
            • #216 Collapse

              exactly, ap is job ko bilkul bhi lightly nahi lay sakty bcoz forex ek proper business hai like other business .so don't take it lightly.n ap ko isy bht dhiyaan sy karna chahiye.
              • #217 Collapse

                Forex is not a light job and success will not come easily without hard work.Traders can achieve success in Forex if he make a good trading strategy and practice it regularly.
                • #218 Collapse

                  aap nay theek kaha k is ko aap light job ki tarha na lian is say aap ko is main loss hoga jab b aap is main trade karo to is mian market ko daikhtay huay is main thrad lagao gay to aap ko is main profit ho ga
                  • #219 Collapse

                    yes dear brother forex ko light job k tor pe nahi lana chaiay.khun k yeh bahot hi hard work hai or is ko kernay k liay mehnat ki zarorat hai.
                     
                    • #220 Collapse

                      Don't take it light job as forex is very hard job in the market and making consistent profit in the market is quite difficult one so always make positive pips in the market with some better strategy in the market.
                      • #221 Collapse

                        ha aapko fore xme bahut hihard work karna hota hau agar aap hard work karte haio thi aako fore xm eusccess milta hai warna nahi miltan ahu
                        • #222 Collapse

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: MOHDAMIN پيغام ديکھيے
                          dont take it a light job
                          Main is baat se agree krta hu k forex buisness ko easy nae lena chahiye seriously kam krna chahiye,,agr ap forex main achi strategy or planing k sath kam kren ge to loss hone k chances km ho jate hain,,rules and regulations follow krne chahiyen,,hamari e koshish honi chahiye k jo ghalti ak baar ho gae haii use dobara na dohrayen,,or serously kam kren...
                          • #223 Collapse

                            yes you are right. Forex ko light nahee lena chye balk full attention k saath is pe kaam karna chaye aor doosri jobs ki tarah is ko bhi aik proper time dena chaye
                            • #224 Collapse

                              Assalam O Alaikum, Bhai jan pehli baat to yeh hai keh forex trading ek job nahi hai yeh to online business hai aur business to aap ka apna hota hai aur job main aap kisi ke liay kaam kertay hain. Aap services detay hian aur limited income aap ko milti hai. magar forex unlimited profits ka business hai.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #225 Collapse

                                g han sahi kaha hy ap ny k my frnd humen is job ko light nahi lena chahiy dear frnd so me b yehi kahun ga start din say humen posting karni chaiay ta k hum kamyab ho saken is kam me

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X