Weekly analysis reminder.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Weekly analysis reminder.
    Ye aap sab kay ly reminder hai k agar aap logon nay abi tak analysis nahe kiey to aap apny analysis karin aur pichly week main jo jo ghaltiyan kee hain unko daikhin. Aur un ghaltiyoon ke wajha talash karin. Agar aap apni ghltiyon ke neshaan dehi khud nahi karin gy to koi bahir sy aa kar aapke ghltiyon ke nishaan dehi nahe kary ga. Aur na he us ka hal aap nikaal paain gy. So weekly analysis apni routine ka hisaa bna lain. Aur agly week ke tiyaari pehly sy kar lain.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Gee haan bhai aap ne bilkul theek kaha hai humain weekly basis per apni ghaltioun ko note karna chahyea aur unn ko control karnay ki planning karni chahyea aur phir saturday aur sunday humaray pas free hota hai jis mein hum yeh kaam kar saktay hain
    • #3 Collapse

      Geenhaan bhai aap ki baat theek hai humain apni trades ka weekly base per analysis zaroor karna chahyea kay kya hum ne earning ki kya hum ne loss kya humari ghaltian kya thein aur hum ne kaun kaun se new kaam kye aisa karnay se humari trading achi ho gi jis se humain faida ho ga
      • #4 Collapse

        Humey last week se he next week ki planing kerni chaiye aik tou humey analysis kernay chaiye next week k overall daily and weekly se hum best analysis nikaal saktey hain second ye k behter trading k liye humay last week ki mistakes jo hum ne loss keya tha uskay mistakes ko find out kerna chaiye k humey loss kyun huwa tha kya ghaltiyan thi humari aur onko improve kerna chaye poora weekly jab hum asay karen gay tou bohat barri improvement ay gi aur humari trading behtreen hogi
        • #5 Collapse

          aap ne bilkul theek kaha hai humain weekly basis per apni ghaltiyoun ko note karna chahiye aur unn ko control karnay ki planning karni chahiye hum ne loss keya tha uskay mistakes ko find out kerna chaiye k humey loss wajah se tha kya ghaltiyan thi humari aur onko improve kerna chaye poora weekly jab hum asay karen gay tou bohat barri improvement ay gi
          • #6 Collapse

            last week se he next week ki planing kerni chaiye aik tou humy analysis karrnay chaiye next week k tammaam daily and weekly se hum best analysis nikaal saktey hain second ye k behter trading k liye humay last week ki mistakes se zida sa seekhna chaiye takay hum next wohi dohraa na den
            • #7 Collapse

              Traders kay liye bohot he ziada important hai ke trader jo b trades Karin in ko daily aur weekly base per zaroor check kiya Karin aur in mai apni mistakes ko note b kiya Karin iss say inko kafi advantage ho sakta hia . sab say bara advantage tu yeh ho ga ke in say same mistakes dobara repeat nai hon ge aur trading mai jaldi behtri ayie ge.
              • #8 Collapse

                dekhai agr ap ne week m achi trading ki ha ru ap ku zrur remind krna chhye kio ky ap ky lye bhtr bhee sabat hu skti hy is lye ap ku zrur achi trading ka record rkh kr us ky matabaq hi trde krna chhye shyed wo ap ky lye bhtr sabat hu.
                • #9 Collapse

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: NawazAwan پيغام ديکھيے
                  Ye aap sab kay ly reminder hai k agar aap logon nay abi tak analysis nahe kiey to aap apny analysis karin aur pichly week main jo jo ghaltiyan kee hain unko daikhin. Aur un ghaltiyoon ke wajha talash karin. Agar aap apni ghltiyon ke neshaan dehi khud nahi karin gy to koi bahir sy aa kar aapke ghltiyon ke nishaan dehi nahe kary ga. Aur na he us ka hal aap nikaal paain gy. So weekly analysis apni routine ka hisaa bna lain. Aur agly week ke tiyaari pehly sy kar lain.
                  Hamid reading karne ke liye weekly analysis karna chahiye Kyunki weekly analysis Pe Hum long term trading Karenge aur Jab Hum long term trading Karenge to profit bhi Radha Bana Sakenge
                  FRD 07 TRADING JOURNAL
                  • #10 Collapse

                    Dear friend forex trading main agar ap ny abhi tak analeses nahi keye to ab karen apny pachly week main ap ny go go galtian ki hain on par nazar karen aur galtion ki waga nekalen asi main ap ki kameyabi hy
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      agar hum weekly market ka analysis karen gay to humay pata chal jata hay keh market konsay side ko move kary gi aur humay chahiye keh market main trade hamesha trend main reh kar he karni chahiye kyun keh trend main reh kar trade karnay say hum market main bohat achi earning kar sakty hay aur esmain safe reh sakty hay

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X