Forex mein loss per pareshan hona chahyea
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex mein loss per pareshan hona chahyea
    Dear members agar hum forex mein trading apni investment per karain aur humain loss ho jaye tou hum pareshan hotay hain lakin agar humain bonus per loss ho tou humain koi pareshani nahin hoti issi lye hum kuch seekh nahin saktay bonus bhi humara apna hai kyun kay iss ko hasil karnay kay lye hum poora maheena kaam kartay hain iss lye iss ko bhi soch samajh kar istemaal karain aap iss oer kya comments karain gay thanks
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Pheli baat ke Forex trading business men pareshani naam ki cheez honi hi nahi chahye forex aik asa trading business hai agr pareshani ki halat mn trading ki to loss ke chances ziyada hote hain, or agr loss ho be jaye to pareshan hone ke bajaye apni galatiyun par focus karna chahye ke galati kiyun or kese hoi un galatiyun ko bagair nazar andaz kiye un galatiyun se seekhna chahye.
    • #3 Collapse

      Dosto forex trading a8k business hy aor her business main profit and loss dono hota hy aor app ko loss ho jay to pershan na ho balkeh loss sy lesson ly next time galti na kery aor profit hasil kery
      • #4 Collapse

        Dear ap ki baat bilkul drust hy ky jb hmin loss hota hy hum boht preshan ho jaty hen ager hmin bonus per loss ho tab bhi aisy hi preshan hona chaey keun ky bonus leny ky leay bhi hum pora month mehnat krty hen ager hum apni mehnat zaya kr den gy to y waqi y hmary leay presahn kun bat hy.
        • #5 Collapse

          Dear forex member aap ki baat bilkul theek hai bonus ko hasil karnay mein hum bahut zayada mehnat kartay hain aur iss ko zaya karnay mein hum zara bhi time nahin lagatay aisa nahin karna chahyea balkay humain apnay balance ko safe rakh kar trade karni chahyea
          • #6 Collapse

            Bhai jaan trading krty huye loss to hota hy lekin us loss py bahot zyiada preshan honay ki zroort nhi aur bilkul bhi tension na lena ye bhi theek nhi bs trader ko ye dekhna chahiey k aakhir ye loss hua kis wajha sy tha aur isay recover kaisy krna hy aur jis wajha sy loss hua tha next time us ghalti sy bachna kaisy hy agr aisi soch ho gi trader ki to us k liey behtr ho ga
            • #7 Collapse

              loss agar hum galat trade karen gay to ho ga aur baaz dafa market bhi dhoka dai jati hay bs humay chahiye keh loss ki en wajuhat say sabaq seekhy kyun keh tab he hum market main safe reh sakty hay aur achi earning ko mumkin bna sakty hay es business main khoob time daina chahiye aur seekhnay kay amal ko kabhi bhi rokna nahi chahiye
              • #8 Collapse

                agar hum forex trading main loss hota hay to pareshani nahi leni chahiye balkeh humay note karna chahiye keh kis waja say humay market main loss huwa hay us reason ko kill karna chahiye tab he hum forex trading main loss say bach sakty hay aur humay esmain khoob focus bhi karna chahiye
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  Brother loss mein pershani tou her kisi ko hoti he hai ,kon sa aesa insan ho jis ka loss ho raha ho ga wo khush betha hoga, but hamara maqsad yeh hona chaiye k hum us loss se kuch kuch na seekh tab he us ka hume faida ho ga kiw jab tak galtio se kuch seekhe gay nahi loss kabi khatam nahi hoga.
                  THUMBS UP & APPRECIATE :1f618:

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X