Forex main Robots our EAs main koi difference hai???
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex main Robots our EAs main koi difference hai???
    Dear members app nay aksar Robots bhe suntay hoon gay k hum forex trading main use kerty hain our EAs ka bhe suna ho ga some time app expert advisor k word bhe suna ho ga un sab ka matlab aik he k trading main robots ka use hai forex main main EAs robot k istimaal ko he khety hain but main un ki favor main nahe hoon koin k Pakistan main boht he local kisam k robots use ho rahy hain jen k results khuch show karway jaty hain our working khuch hoti hian meri advice yahi hho ge k app normal trading krean us main ap ko zeada profit milay ga time k sath ap bht khuch learn ker jaty hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Bhai main tou jab sy forex market main trade ker raha hun tou kabhi kisi robot ya EA ko use nehi kia just khud hi forex market main trade ker raha hun so suna zarur hai ky ham forex market main kisi robot ko select ker ky trading ker sakty hain lekin main mobile per hi trade kerta hun tou shyed mobile main robot bhi nehi lag sakta
    • #3 Collapse

      Dear bro ap ki bat bilkul thk hy ke roboot ya EA aik hi cheez hy in donon ka kam same hy aur kam bh same hy, roboot ya ea se trade itny kamyab ni jitny manual trade hy, jo bh expert trader hn ya seniors hn wo roboot use ni kerty wo subh manual trading hi kerty hn, roboot na to news read kerta hy aur na hi analysis kerta hy, jub market sudden bahut ziada up ya down chali jai to roboot account wash ker dety hn
      • #4 Collapse

        Dear aap ki post bahut achi hai aur mere khayal mein tou humain apni trading mein robots ko use karna hi nahin chahyea humain khud trading karni chahyea chahyea humain profit kam hi kyun na ho aur robits tou professional traders ko use karnay chahyeain jin kay pas account capital bhi zayada hota hai aur woh earning bhi zayada karna chahtay hain
        • #5 Collapse

          Dear brother aap apni trades ko kyun itna critical banana chahtay hai inn robots ko use kar kay simple trading karain iss se aap ka experience bhi barhay ga aur aik din aisa aye ga kay aap robot se zayada achi trading kar rahay hoon gay aur zayada profiit kamain gay
          • #6 Collapse

            robots or EA ek hi cheez hai Kyunki MP4 ke upar EA mean expert advisor ka option Aa Raha Tha Jiske Upar Hum click Karke robot ki setting Karte Hain it's better to Yeh hai Ke Hum manual trading kare mai aap ki baat se agree Karti Hoon Kyunki jabar report ki setting Humko Dikha Denge tum humko trading Karle usme maybe Shuru mein loss Ho lekin learning Bahut Achi Ho Gaye aur future mein Hum acche trader bandh bhenge Jis Se Hamara profit increase Karega
            • #7 Collapse

              aaj kal bohat say traders robot bhi use karty hay agar hum robot kay chakar main pary gay to es trha hum market main kuch time kay liey earn to kar sakty hay but ye zaroori nahi hota keh hum market main hamesha he earning kar saky gay ye business agar hum khud karen gay manual trading karen gay to ziada acha earn kar sakty hay
              • #8 Collapse

                forex traidng main EA jo use hoty hay unko robot he kaha jata hayy bohat say traders esko use karty huway trading karty hay agar hum esko use karty huway trading karen gay to humari trading theak nahi hoti aur humay chahiye keh esmain khoob mehnat karen kyun keh mehnat kar kay trading karnay main he faida hota hay tab he safe reh sakty hay
                • #9 Collapse

                  G brother forex trading mein reboot and EA dono same he hai , Reboot ko he EA kaha jata hai, but mere hisab se in ka use kerna better nahi hai , kiw k yeh reboot aap ko demo per acha profit dy gay , ho sakta hai real mein b start mein kuch profit dy lekin yeh kuch time baad aap ko aese trade mein phasa dete hai jis se aap ka pura account wash hone ko aa jata hai .
                  THUMBS UP & APPRECIATE :1f618:
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    brother ap ne bilkul thek kaha hai forex me robot ka koi kam nhi hai pakistan me to kia kese or countries me bhi koi asa robot nhi hai jo insan k mind ka muqabala kar saky es lye hamisha khud kam karain or kese or py depend mat karain es me ham ko boht zyada loss ka samna karna par sakta hai

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X