Trading main loss k honay pay ming ko cool rakhean opportunities bar bar ati hain
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading main loss k honay pay ming ko cool rakhean opportunities bar bar ati hain
    Humery sath dosto aik bare mistake ye hai k hum forex mian jab bhe real trade ker rahy hoty hain jab bhe humean loss hota hai to pher hum tension main aa jaty hian our panik create ker dty hain loss humean kum he hota hae jo k hum easily recover ker sagty hain but humeri jald bazi our bagheer kiisi opportunity k market main enter honay say hum jo bhe profit kerty hain us ko loss ker dity hian our jo capital hota hai wo account main khuch bhe nahe rahta hai loss hota hai to mind ko cool rakhean our opportunities bar bar ati hain jab milay pher he trade karen gay
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Assalamu alaikum my dear sir aap ne bahut hi achha Sawal Kiya Hai Ke Hum Apne mind ko cool Kaise Rakh sakte hain Hum Apni emotion pack of Rakhenge to hum Forex me Kamyab Honge Forex trading Ek bahut hi risky business Hai Is Se Hum jaldbazi Mein Lekar Jaate Hain To hame jaldbazi nahi Kare to achha hai
    ALWAYS BE HAPPY
    • #3 Collapse

      Dear friends forex wakyaee ake riski job hy laiken ager aap apny ballance ki limits daikhty hooay safe trade lagaaen to itna b riski nai hy actually hamain trade lagany sy pehly apny acount ki limits define kerni chaheay k hm maximum kitna loss berdasht kar sakty hain
      • #4 Collapse

        off course my trading fellows forex trading iak risky business hai jab bhe aik dafa loss ho jeay app ki trade stop loss hit ker jeay ya app manual close loss main kerty hain to pher market main enter mat hoon us din sabar karein our next day jab ap ko opportunity milay ge to pher he app forex market main enter hooo k trade ker k us say acha profit bhe earn ker lain our app ka loss bhe recover ho jeay ga
        • #5 Collapse

          G han forex market jesy ky both directions main move kerti rehti hai tou agar kisi time loss ho bhi jata hai tou preshan hony sy behtar hai ky kuch time ky liay wait ker lia jaey ky market reverse hony per usi loss wali trade main bhi profit start ho jata hai aur ap apni loss wali trade ko kuch time ky bahd profit main close ker sakty hain
          • #6 Collapse

            Dear forex members abhi aap sub log seekhnay kay amal se guzar rahay hai aur uss mein loss bahut zayada hota hai jis se aap ne ghabrana nahin hai aur sabit qadam rehna hai forex mein apna interest show karna hai aur phir aap ko kamyabi zaroor milnay wali hai
            • #7 Collapse

              Gee haan bhai loss per pareshan nahin hona chahyea balkay aap ko koshish karni chahyea kay loss na ho tou behtar hai lakin agar ho jata hai tou yeh aap ne jan bhooj kar tou nahin kya aur forex mein tou abhi aap ko aur bahut opportunities milain gi iss lye pareshan na hoon
              • #8 Collapse

                yes dear men ap ki bat sey agree kerta hn kih aksar traders hazrat trading kerty waqt jald bai ka muzzahra kerty hen jin ki waja sey in ka loss ata hy or in ko chahye kih trading kertey waqt fresh or becool mind ho ker tradingkerni chahye ta kih apney loss sey bach saken or achi earning ker saken..............
                • #9 Collapse

                  forex trading main loss honay ki sab say badi waja knowledge ka kam hona hay agar hum forex trading main knowledge ko enhance kar kay trading karen gay to he humari trading achi aur behtreen ho sakti hay aur humay chahiye keh es business main khoob time dain aur dil lga kar focus karen kyun keh tab he trading ko achi trha samjha ja sakta hay
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    agar hum mind ko fresh rakh kar trading karen gay to humari trading bohat achi hoti hay aur humay chahiye keh esmain knowledge ko enhance kar kay km karen kyun keh tab humari trading bohat achi aur behtreen ho sakti hay esmain money managemnet karty huway he kam karnay main faida hota hay

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X