Forex main capital ko protect kernay main app ki success hai>>>

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex main capital ko protect kernay main app ki success hai>>>
    Dosto main to belief rakhti hon k forex main ager app apna capital bonus ko safe rakhnay main kamyaab ho jaty hain to us main he app ko real success milti hai koin k aksar traders k sath yahe issue hota hai k wo bonus milnay k first week main he apna tamam ka tmam bonus ko zero ker dity hain ya khuch bhe earn keay bagheer start main he over trading kerty hain money management kerty nahe hain our apna account zero ker bethy hain 2% say zeada risk mat lain bonus ko increase karen trading khud he asaan ho jeay ge share your opinion.....
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    off course dear forex trading jo main mistake kerta raha hoon wo yahi the k main aj tak kisi bhe month main apna capital ko safe nahe ker paeya jes ki wja say abhe tak mushkilaat ka shekaar hoon our jin new members nay apna bonus account main capital ko safe ker leaya unhun nay boht khuch siekha bhe our trade ker k acha profit risk free account say earn bhe kai hai
    • #3 Collapse

      Capital ko protect kerny ky liay hamain kei options use kerny hoty hain jesy stop loss aur take profit use kerna achy analysis ker ky trade open kerna news per nazar rakhna agar yeah tamam options use ker ky trade open kerain tou phir capital bhi safe rehta hai aur earnings sy increase bhi ho jata hai
      • #4 Collapse

        Gee haan bhai forex mein aap ko zayada kamyabian uss waqt hoti hain jab aap ka account balance zayada hota hai aur aap ne suna tou ho ga kay paisa paisae ko khenchta hai bilkul aisa hi hai jab aap ka balance zayada ho ga tou aap bari trade lagain gay jis se aap ko profit bhi bara ho ga
        • #5 Collapse

          Gee haan bhai aap forex mein apnay balance yani bonus ko jitna safe karain gay aap ko utna hi zayada faida ho ga aap logoun ko koshish karni chahyea kay loss na karain aur apnay account balance ko jama kar kay increase karain jis se aap ko mustaqbil mein faida ho ga
          • #6 Collapse

            agar hum apny capital ko safe karna chahty hay to zarori hay keh forex trading ko theak say learn karen kyun keh agar hum learn karen gay to humara knowledge enhance hota hay aur hum market main bohat achi earning kar sakty hay es business main money management karty huway he kam karna chahiye
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #7 Collapse

              agar hum forex trading main money managemnet karty huway trading karen gay to he humari trading achi aur behtreen ho sakti hay es business main money management karty huway seekh kar kam karnay main he faida hota hay tab he achi earning kar sakty hay capital ko hamesha manage kar kay kam karna chahiye

              اب آن لائن

              Working...
              X