Don't change your decision again and again.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Don't change your decision again and again.
    Agar aap nay koi faisla kia hay kise bhe trade kay mutaliq ya kise strategy ka mutalik to aik he baar tahmul mizaaji sy us par soch wichaar karin aur faisla karin. Aisa nahe k aik baar aap faisla karin aur uk kay kuch he dair baad aapka mind change ho aur aap bilkul apna faisla tabdeel kar dain. Esa har giz na karin kun kay aap ko es sy faida kam aur nuqsaan zayda hoga. Aap k es baary main kia khayal ha?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    jee bhae main app ki baat say agree kerti hoon humean forex main souch samjh k trade kerni chahy our jab aik decision hum lay lain to us pay humean amal kerna chahy our us pay pher he acha profit ban sgty hian jab hum bar bar decision change karen gay to us sy hum us main ache earning nahe ker pain gay our humean loss ho ga
    • #3 Collapse

      bahot achi baat ki hae apny k bandy ko harwaqat apna desisions change ni karty rehna chaeay balky usko chaeay k apny system men maujood kharabion ko talash karry aur phr un kharabion ko door karry q k agr wo har time apna desions change karta rahy ga to phr seekh kaisy pai ga aur ik hi strategy ko agr lamby arsy tak mazbooti say pakry rakhy ga to akhir ik din zaroor kamyab hoga lihaza apni policies py pakka rahen.
      • #4 Collapse

        Forex trading kerty waqat agar ap bar bar decision change kerty hain aur her bar new trade open kerty hain aur old loss main chalny wali ko close kerty rehty hain tou phir loss recover kerna tou kia us main due to spread aur izafa hi kerty rehty hain so koi bhi aik trade open ker ky stop loss aur take profit use kerain aur market ky wahan tak jany ka wait kerain
        • #5 Collapse

          Bhai pehly to sabko yae kahun ga k jo bhi trade karain strategy k sath aur planning k sath karain is tra ap ko decision change karny ki zarorat ni hogi ap apny faisly par mutafik hogay lekin agr ap bgair strategy k trade kro gy to apka desesion strong ni hoga ap bar bar socho k k entry thek h ya nae stop loss aur take profit thek lgaya kia ya mainy trade trend k againts to ni krdi is liye jab b trade karain planning k sath taky apka desesion strong ho
          • #6 Collapse

            G bhai han ap ny thek kana hy nny ap ki bat sy bilkual agree hno Kaun k agar is a mny hun ak kaam ko agar ak dafa
             
            • #7 Collapse

              G bhai han ap ny thek kana hy nny ap ki bat sy bilkual agree hno Kaun k agar is a mny hun ak kaam ko agar ak dafa soch Lny tu os pachy na hatey is lye huneny yeh begAir kisi tenshion k bar bar change na Kary..
               
              • #8 Collapse

                g bhai bilkul ap ne thek kaha hai forex me ham apna faisla es surat me he bar bar tabdeel karty hain q k ham ko khud par itmaad nhi hota or ese waja se ham apny faisly barqrar nhi rakh paty jo hamary lye boht nuqsan da hain ham ko pahly khud etmadi hasil karny k lye proper learning karni hogi or us k bad apny apko es qabil banana hoga k ham apny failso par amal kar sakain or un se faida hasil kar sakain
                • #9 Collapse

                  mery khyal main decision humay market kay hesab say lena chahiye aur esmain koi issue nahi hay keh market kay hesab say esko change kar lain kyun keh market humary hesab say nahi chalti balkeh humay uskay hesab say chalna hota hay aur tab he hum esmain stable reh kar trade kar kay earning bna sakty hay
                  • #10 Collapse

                    very good question dear forex aik asa business hai jis mein apko bhout souch samaj ke he work karna parta hai is liye apko is mein decision be souch samaj ke lena parta hai ager ap is mein bar br souche gy tou ap is galat trade kar jaye gy aur mazid confused hon gy
                    • #11 Collapse

                      bohat acha sawal ha ager hum again and again apna decsion change karta ha to per hum ko loss hoge q ka hum ko apna descision ka pata khude nhi chala ga or hum lalach karta ha to per hum ko success nhi hoge bulka hum ko loss he hoge so don't change the descsion again and again........
                      • #12 Collapse

                        forex trading main market ko pehlay theak say analysis karna chahiye kyun keh jab hum esko analysis karen gay to he achi earning kar sakty hay keh market main konsi side ko trade ki jaye tab he hum market main regular base par earning kar sakty hay es business main humay lalach bhi kam say kam karna chahiye
                        • #13 Collapse

                          Dear frend hmy agar thora sa loss hp jata hsi to hm ghabra kar foran apna step chamge kar daty hai jab k hm market ko nai dekhty k wo kis tarf jaye gi to aisy jazbat sy hmy bachna chaye jo hmara loss karti hoor na he aik tread k hoty hove aik tym mai aik sy zayafa tread open karni chaye.
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: Don't change your decision again and again.

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: NawazAwan پيغام ديکھيے
                            Agar aap nay koi faisla kia hay kise bhe trade kay mutaliq ya kise strategy ka mutalik to aik he baar tahmul mizaaji sy us par soch wichaar karin aur faisla karin. Aisa nahe k aik baar aap faisla karin aur uk kay kuch he dair baad aapka mind change ho aur aap bilkul apna faisla tabdeel kar dain. Esa har giz na karin kun kay aap ko es sy faida kam aur nuqsaan zayda hoga. Aap k es baary main kia khayal ha?
                            Dosto forex per bar bar apne decision ko na badlain agar apne bar bar trade ki ya bar bar change karne ki koshish ki to ap ka account ban be hosakta hai agar apne achy trade karne hai to ap ko phale decision lyna hoga bad may sirf ap ko faisala he lena hoga apne faisale ko bar bar maat change karain ap k account ko nuqsan dysakta hai

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X