Market ka top high ur lowest point ka bad behivor change hona
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Market ka top high ur lowest point ka bad behivor change hona
    Dosto app ko is sa daily wasta prta ha ka market almost daily apna trend change krti ha ab ya trend kis waqt change hota ha kisi bhe pair ka lyia fix nahi ha har pair ke apni apni moment hoti ha app ko apna daily ka top resistance ur lowest support ka level par nazr rkhna ho ge jab market in points par hoti ha tu app ko trading sa ahtyat krni chye jab market apna behavior change kr la tu phir app trading lga skta hain...
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Han aesa hota hai ky jab maximum support ya resistance break ho jati hai tou wahan per trade kerna zara mushkil ho jata hai ky jab tak apko sure nehi ho jata ky trend reverse ho chuka hai tou ap trade open ker ky phans jaty hain ky kab yeah profit main jaey aur isy close ker liay jaey ky market ka behavior aesa ho jata hai ky kis time kis direction main move kerna shuru ker day yeah pata nehi chalta
    • #3 Collapse

      jab bhe market ka koi pair top high ya bottom low pay ata hai to wo behaviour change kerta hai jes ki reason supply and demand ki forces hain our un ko resistance and support bhe khety hain isi leay ye advice kia jata hai k support pay app buy krena our market ko top say sell krean gay to ap ki trade favor main jeay ge kabhe bhe bottom pay market ho to sell mat karein nahe to account wash ho jeay ga
      • #4 Collapse

        forex market main high aur low levels hoty hay agar hum en levels ko daikhty huway market main trade karen gay to he hum esmain safe earning kar sakty hay aur humay chahiye keh market kay trend ko bhi follow karen kyun keh trend main reh kar trade karnay main he faida hota hay tab he humari trading achi aur behtreen ho sakti hay
        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #5 Collapse

          forex market main daily ki high aur low hoti hay aur humay en high aur low ko daikhty huway he trade karni chahiye kyun keh tab humari trading achi ho sakti hay aur market main trend main he reh kar trading karna bhi bohat zaroori hoti hay kyun keh agar hum trend main nahi rahy gay to hum market main earn nahi ulta loss he kar sakty hay

          اب آن لائن

          Working...
          X