100 % sure trader par bhe apna capital ka 3rd hisa bacha kr rkyia
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    100 % sure trader par bhe apna capital ka 3rd hisa bacha kr rkyia
    Dosto app ka capital app ka sab kush hota ha jab tak app ka capital in ha app market main in ho lakin jissa he app ka khtm to app out is lyia app ko agr full analysis ka bad bhe 100 % sure bhe ho tab bhe app apna capital ka 3rd hisa zaror bacha kr rkyia is krna sa app ka account kabi bhe wash nahi ho ga agr app ke trade loss main bhe chli jye tu app asani sa recover kr skta ho....
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    G han forex trading main market ki movement ko samajhna bahot mushkil kam hai kia expert bhi aesa nehi keh sakta ky market ki next movement ab kis direction main hogi so jab bhi trade open kerny ja rehy hon tou ensure ker lain ky agar market open trade ky against move kerti bhi hai tou itna bara loss na ho ky account ho wash ho jaey
    • #3 Collapse

      Forex ki dunya main friends 100% sure kuch nai hota kuch na kuch loss ka khadsha baaki rehta hy aor usi loss ko recover karnay k liay hamain apna capital bachana ho ga ager aap full margin k sath trade. Lagaaen gy to profit and loss kj ratio berh jati hy aor zyada loss choty traders k liy zehr hy
      • #4 Collapse

        forex trading main humay khoob mehnat kar kay demo account par practice karnay kay baad he real account par trading karni chahiye tab he humari trading achi aur behtreen ho sakti hay es business main money managemnet karty huway kam karnay main he faida hota hay tab he safe earning kar sakty hay esmain
        • #5 Collapse

          agar hum apny capital ko theak say manage kar kay run karen gay to he achi earning kar sakty hay es business main khoob time bhi daian chahiye kyun keh time dia kar seekh kar trading karnay main he faida hota hay money management karty huway forex trading main achi earning kar sakty hay ye bohat acha business hay
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #6 Collapse

            Jo log sab sy achi monemangmrnt kar sakty hai wohe log forex treading mai kamyab hoty hai kun k uny pata hota hai k kitne money uno ny invest karni hai or kitne uno ny bacha jar rakhni hai esi tarha jab market un k against jati hai to uny bhot zayada fark nai parta or esi tarha apna loss b wo bhot juldi recover kar jaty hsi.

            اب آن لائن

            Working...
            X