Jaldbazi asal main nuksaan ha .....
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaldbazi asal main nuksaan ha .....
    Forex trading ak asa buisness ha k is main daily or time to time changing ati rhti habmarket uo and down hoti rhti ha ak cheez agr ak time pe up ha to wo up trend ko touch kr k wapas ati ha us time market down hoti ha .jaldbazi is main ye hoti ha k trader targeted profit la kr jb trend badal jata ha to ziada or jaldi jaldi profit lany ki koshish main trade asy pount pe lag jati ha jahan se us ka traend ulat ho jata ha to is trah trader asa phansh jata ha k jo profit mila us se dble pe loss bhi ho jata ha .bht ha trend ko dekh k smjh k chlana.....
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Jald baazi bilkul nuksan dey he hoti ha forex market daily aik time mei aik nai rehti har time change hoti rehti ha kabi up position hoti ha kabhi down hoti ha agar aik cheez ka rate barh gya ha kabhi wo down b ay gi full care se analysis kerk trade karni chaiye jald baazi sirf nuksan deti ha aur some time jahan pe traders exit horhay hotay hain trend change honay wala hota ha wahin se market mei jaldi mei jald baaz trader ghalat entery kar deta ha isliye hamesha trend dekh ker samajh kr chalna chaye
    :p Yes You Can Do :p
    Honesty + Sincerity = Prosperity
    • #3 Collapse

      Asalam u Alikum
      ji bhai aap ny saahi kaha bhai ksi bhi kaam main jld baazi sirf loss hi dati hai khas ker k forex bussines main is ly trading ko slow and study kerny ki koshish ker zayada profie hasil hoga
      • #4 Collapse

        Dear baat ya hay k dyunia main jitna be bussniss hain un main jaldbazi main kohi decision nahi laya jata hay jo be step utha na pharta hay soch samaj k utha pharta hay aur insta forex jo k aak bhot he different aur difficult bussniss iss main jo be step utha na hota hay bhot soch samj kar utha ho ta hay darost time per darost trade open karni pharti hay
        • #5 Collapse

          Jald bazi aisi cheez hay k dunya ka koi bhi kaam ho jaldbazi karny say nuqsan hota hay or forex trading mein to bahut learning or knowledge or analysis k bad hum trade karain to behtar hota hay jaldbazi say loss hota hay
          • #6 Collapse

            Ye bat bohat importance rakhti ha aik loss kernay walay aur aik perfect trader dono k liye k jald baazi sirf nuksan deti ha market bar bar change hoti rehti ha kbhi up kbhi down aik cheez jab up jay gi tabi ap ko beat enteries mil rahi hoti hain magar mostly traders loss kernay walay wo log hoty hain jo trend end ho raha hota ha aur jald baazi mei entery kar letay hain wo ye nai identify kertay k market k kya position ha trend changer candle tou nai ban rahi tabhi wo loss pe chalay jaty hain
            • #7 Collapse

              Jaldi Ka kaam Shaitan Ka hota Hy Jo humara nuksan krwata Hy koi b kaam Hy usko phly Achi trha Soch samjh k phir .krna chaea ni to jaldi main nuksan he hota hy
              • #8 Collapse

                yes dost forex main loss ki main reason bhe yahi hai forex main hum acha knowledge our experience hasil keay bagheer our apny oper control kiay bagheer success nahe ker sagty hain her time hum forex main jald bazi kerty hain jes ki wja say humean kafi loss hota hai apny emotions ko control main rakhana ho ga our hum pher he us main acha profit earn ker pain gay jab humery technical analysis achy hooon gay
                • #9 Collapse

                  Assalamu alaikum my dear sir aapne bahut acchi post ki hai mai aap ki baat pe agriculture Hoon Forex trading Inc both risky business hai aapko chahiye jaldbazi se kaam Na Kare aapko lost Na Ho Jaye Toh usse bachne ke liye aap apni motion pic of Rakhi
                  ALWAYS BE HAPPY
                  • #10 Collapse

                    agar hum jald bazi karen gay to es chakar main hum market main earning nahi kar sakty ulta humay market main loss ka samna karna parta hay es business main khoob mehant karni chahiye aur sabar kay sath trend ko follow karty huway he kam karna chahiye tab he hum market main achi earning kar sakty hay
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      bohat acha sawal ha ager hum forex ko join karta ha to per hum ko jaldbazi sa door rahana hoga q ka jaldbazi shatan ka kaam hota ha hum ko forex ma kaam karna ha to per hum ko slow slow kaam karna hoge to per hum ko profit be hoge or sath ma hum ko experience be hoge...........

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X