Never let down yourself

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    dear sir bilkul thek bt kahi ha ap na forex trading ma apny ap ko pechy ya down nai rakhna chahiy zida sa zida mehnat karo ta ka ap ko graph level acha rahy or is ka liy ap forex trading ka rules ka ilam hona boht hi zarori ha jitna zida knowlege ho ga otna hi zida ap earning kr sakty ha
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      yes forex mai loss u hai he but loss ki waja se apnay ap ko downna karo aur es mai dobara se mehnat karo k es mai he ap k leye profit hai
      • #18 Collapse

        i am agree with you k aap ko trading kartay huay agari sain loss ho gya to aap ko chahiye k market ko theek say analyse kar k is main trade karain issa aap ko loss nai ho ga
        • #19 Collapse

          yeee baatt sahee hay insaan ko kabbi bhe himmat naheee harneee chahye hamesa apni ghaltioon sa seekhna chahyea or next aisee ghalti nahee kerni chahyea..
          • #20 Collapse

            ko let down na karen hmesha apne upar confidencn rakhen k ap better performence de sakte hain or hmesha koshsh karte rahen kbh bhi ye na sochen k ap ye kam nhi kar sakenge khud ko ksi kam k ley km na smjhen dusro se.hoo jata ha oor aap us ko recover bi nai kar saktay too mere bhai is ma gabranay ki koi baat nai ha aap say agar galti ho gye to us ko bhool kar agay barain oor is ko mind ma rakh kar trade karai aap nect time zaroor kamyab h gay
            • #21 Collapse

              dear ye baat theak kahe hai apne humay bilkul b let down nhe karna chaiye is business mai humay har nhe manni chaiye kiu k forex mai agr humay loss hota hai tw is business mai ap profit b earn kar sakte ho bhot say loag is business mai loss karne k baad ye business ko chor dete ha hum is mai loss say he learn kar k trading kar sakte ha
              • #22 Collapse

                forex main trading kay liay hamain kuch muskil hoti to zaroor hay mager ham jald he ias ka hal nikaal laitay hain jaisay kay ham forex main say ager experience kay sath trading karain to ham kuch he dair main acha kama saktay hain yahan say
                • #23 Collapse

                  Sir ap ki baat to theek bohat say log forex may loss ki sorat may apnay ap ko yahan par down undertand kertay hain is say aplog is may loss kay qareeb ho jatay hain or profits kay door apnay ap ko acha or mehnati undestand kare
                  • #24 Collapse

                    g bhai forex trading mein apko chahiye ke ap apne ap ko motivated rakhen aur is mien kabhi bhi udaas mat hon na hi haar maanen ap isko seekhen taake ap is mien kamiyab hosaken.
                    • #25 Collapse

                      Bhai g forex trading mai tradrrs ko chahye apna knowledge ko improve karain ta ke unko looss na ho ager unko kuci be waja sai looss ho jata hy tu unko chahye ke apna motivational level down nai hona daina chahye
                      • #26 Collapse

                        kabhi bhi nahi ap apne apko kabhi confidence less or weak na sakjhey kiyun ke ap kafi progress ker sakte hai kisi bhi business main or forex trading main bhi ap kafi ahhe results hasil ker sakte hai
                         
                        • #27 Collapse

                          Is zindagi main koi bhi kam impossible nahi hy aur agar aap himmat har gaye to phir kuch bhi hasil nahi kar saktey. Jo dar gia woh mar gia. Hamain kabhi bhi apney aap ko let down nahi krna hy aur koshish aur himmat sey agey barhna hy. Kamyabi zaroor milay gi aur trading main zaroor kamyabi hasil ho gi. Keep hard work continue.
                          • #28 Collapse

                            forex trading kaa kaam bohat acha hony ky saath saath bo0hat riski bhi hai iss main jo bhi shuru main kaam karta hai us ko sabar sy kaam lyna chahye forex ky kisi masly main letdown nahi hona chahye ...
                            • #29 Collapse

                              jee bilkul janab aop bilkul theek keh rahay hain.. ahmen khud ko kabhii bhi let down nahin karna chahyie chahay hamen iss business main loss horaha hoon ya profit..kynk agar hum apnay mind ko fresh anhin rakhenge tou hum kabhi achay se iss business main kaam nahin kar sakenge,
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                forex trading main kuch moments aise atey hai ke ap ko kabhi kamzor nahi parna hai kiyun ke loss ki wajah se ap forex trading chor dete hai lekin inm losses ko ap remove ker sakte hai apni trading skills se
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X