Government base pe forex ki education start hone wali hai
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Government base pe forex ki education start hone wali hai
    Members main aapko aik khushkhabri dena chahta hoon k now a days hakoomti satah oer bhi forex k knoi ko ojagar krne ki koshish ki ja rhi hai aur baaz universities aur campus men forex ke motaliq course bhi start kerwaye ja rhe hain aur ye mumkin hai k forex ki taleem k liye elehda marakiz bhi qaim kr diye jaen ge isliye aap bhi forex ki learning pe twaja den aur isko smajhne ki koshish kren ta future k iss buisness ko aap bhi achivtarah se run kr saken
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Aap ne hamen jo jo khushkhabri sunai hai wo yaqenan hamare liye aik big news hai agar really aisa koi action govt ki janib se lia jalia ja rha hai to ye hamare liye bahot hi big advantage hai q k forex koi mamoli buisnes nhi hai forex bahot barra buisnes hai aur forex ki agar taleem baqaida govt ki janib se di jay to ye hamare liye bahot faida ki baat hai
    • #3 Collapse

      Aslam o alikum Dear friends Instaforex business ka mutalak khoshkbri deny ka Shakira ye tu bahot hey Acha khabar hey k government is business ka mutalak action lay gata hey ye ya kafi Acha business hey online business hey tu ab barogari khatam ho jay ga
      • #4 Collapse

        Asalam u Alikum
        Saahi kaha bhai yh tu bohat achi khaber hai ager government forex ki education shoro ker raahi us se humain ksi ko paisy de ker jawab tu hasil nahi kerna paary gi halat tu yeh k 15000 ki job hasil kerny k ly 5 lakh diana perta hai ager education start ho jaay tu mera khayal main yeh bohat acha kadam hoga
        • #5 Collapse

          Jis tarh forex ki logon main din ba din paziraei bhr rhi hai is ka koi proper school ya education ka intezam hona chaye jis se logon ko baquadia taleem di jay is se faida yeh ho ga ke log is main professional ho jaein gy aur loss se zaida profit kma paein gy
          • #6 Collapse

            اصل پيغام ارسال کردہ از: Mianwali پيغام ديکھيے
            Members main aapko aik khushkhabri dena chahta hoon k now a days hakoomti satah oer bhi forex k knoi ko ojagar krne ki koshish ki ja rhi hai aur baaz universities aur campus men forex ke motaliq course bhi start kerwaye ja rhe hain aur ye mumkin hai k forex ki taleem k liye elehda marakiz bhi qaim kr diye jaen ge isliye aap bhi forex ki learning pe twaja den aur isko smajhne ki koshish kren ta future k iss buisness ko aap bhi achivtarah se run kr saken
            Aap ki information tecniche hai aur Main Aisa kuch nahi suna ke government based universities Pyar Ki ja rahi hai Jisme Forex trading ke baare mein likha Jayega Forex trading 1 private business hai aur isme government khb involve nahi hai
            • #7 Collapse

              G Dosto es.ma koe shak ni hy k ye aik big news hy k forex ki education government base py strat ho rhe hy es sy pakintanio ki trader or b bhtr ho gi or trader phely sy zyda profit hasal kr skhy gy or ye Bilkul esi base py ho gi jo hm forex ma trading kr gy so ye aik pakistanio k ly bri khushkhbri hy
              • #8 Collapse

                اصل پيغام ارسال کردہ از: Mianwali پيغام ديکھيے
                Members main aapko aik khushkhabri dena chahta hoon k now a days hakoomti satah oer bhi forex k knoi ko ojagar krne ki koshish ki ja rhi hai aur baaz universities aur campus men forex ke motaliq course bhi start kerwaye ja rhe hain aur ye mumkin hai k forex ki taleem k liye elehda marakiz bhi qaim kr diye jaen ge isliye aap bhi forex ki learning pe twaja den aur isko smajhne ki koshish kren ta future k iss buisness ko aap bhi achivtarah se run kr saken
                Bhai aap Doosre traders covalent information De Rakhe hai aisi Main koi baat nahi Suni ke government base pe Forex ki education start Hone Wali Hai Kyunki Uske baare mein toh bahut Sare logo ko pata Bhi Nahi Hai Ke Forex trading hai kya isliye aap please Doosre members corporate guide Na Kare
                FRD 07 TRADING JOURNAL
                • #9 Collapse

                  iss baat ka knowledge mujhay nai tha aaj ap se he suna k goverment level pe b forex ki taleem iska course shuru horaha asa hojay tou best ha k iskay course se log best training len gay jab kisi b institution mei iski taleem di jany lagay then bohat se log training len gay aur aik loss se khud ko bacha kar rakhen gay humey iska faida lena chaiye sab ki help hogo istarah har koi best trader ban sakey ga
                  • #10 Collapse

                    Ap ne ye barri zabardast bat batai ha magr mene asa kuch b nai suna ha agar asa hojay na humara sab ka faida ha k forex ka proper learning course hoga logon ko bobat faida hoga pata nai ye kasay possible horaha k goverment isko shru krwa rahi ha muje yaken nai horaha kyon k abhi tak asa kuch suna nai asa hojay tou best ha har aik ki skills best hojay gi so best of luck to all
                    :p Yes You Can Do :p
                    Honesty + Sincerity = Prosperity
                    • #11 Collapse

                      forex ki logon main din ba din berozgaari bhr rhi hai is ka koi proper school ya education ka intezam hona chaye jis se logon ko baqadia taleem di jay ye mumkin hai k forex ki taleem k liye elehda marakiz bhi qaim kr diye jaen ge isliye aap bhi forex ki learning pe twaja den aur isko smajhne ki koshish kren
                      • #12 Collapse

                        es.ma koe shak nahe hay k ye aik big news hy k forex ki education government base py start ho rahe hy es sy pakintanio ki trader or b bhtr ho gi or trader phely sy zyada profit hasal kr skhy gay forex koi mamoli buisnes nhi hai forex bahot barra buisnes hai aur forex ki agar taleem baqaida govt ki janib se di jay bohat he class ki baat hogi humaray lye
                        • #13 Collapse

                          foerx trading kay bary main knowledge ko enhance kar kay he kam karna chahiye kyun keh jab humari trading achi hoti hay tab he hum market main achi earning kar sakty hay es business main khoob mehant karni chahiye kyun keh mehant kar kay kam karnay main he faida hota hay
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Waah bro kya bat bta di bohat achi khushkhabri sunai ap ne ye sun kr mjhy bht khushi ho rhi hai hmari government ko to hmara kheyal aya km sy jb isk courses strt ho gy hm hm course kre gy or expert bn jaye gy jis sy hamy bht faida hasil hoga is sy koi bhi gurbat main nai jaye ga sb achy sy life guzary gy or government ko duaye de gy aksar log smjh nai paty forex ko lakin ab to coursr bhi krwaye gy in sha Allah sb ko thk smjh aye gi expert hojaye gy

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X