What is a reason less profit more loss
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    What is a reason less profit more loss
    Friends hamen trading men agar dekha jay to kafi time loss aur bahot kam profit milta hai iski waja kia hai ki aap ne iss point pe gor kia hai
    Dear jahan tak mera opnion hai hamen aisa sirf hamare less knowledge aur less experience ki waja se hi hota hai agar ham trading men apna experience aur knowledge better bna lete hain to phir hamare sath aisa kabhi bhi ni hhoga so hamen seroser ho kr mehnat krni chahiye ta k hamen profit ziada aur loss kam ka kam ho
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    AoA dear Pak forex forum member AP ki bat see agree karta hon aor apko ye batana chahta hn ke jab Tak ache tarah see nai sekhen aor acha experience gain nai kren GE apko more less hoga aor more less ke ke bhot see aise reason hen Jinhen ham bilkul ignore Kar dety hen islie AP ko chaie ke jab AP bagair kiss knowledge aor bgair kisi exoexperieke trade lagayen ge to apko loss hi hoga
    • #3 Collapse

      Nice bro aap ne bahot hi achi baat ki hai hamen in baton ka smajhna hamare liye bahot hi zaruri hai ham jab tak in baton ko apne mind men ni rakhen ge ham tab tak kamyab ni ho sakte hain hamen poori mehnat k sath sekhna hai tab hi ham kamyab ho saken ge warna hamara kamyab hona bahot hi mushkil baat hai aapki naat se main fully ittefaq krta hoon
      • #4 Collapse

        dosto reason forex main loss kernay ki aik he hai k humery pass us ka knowledge kum hai hum samjhty hain kye sirf buy our sell kernay ka naam hai balkay ye aik complete business hai our real business haour us main jo us ko learn ker k ata hai patients k sath kerta hai wohi us main success kerta hai
        • #5 Collapse

          slaam to all forum members...jab hum trading start krta hain to hamin lgta ha ka hum boht jalid isa sa hzron dolor bna lyin ga lakin jab isa sa wsta prta ha real money wala tu idea hota ha ka hum na isa zyida he easy la lyia tha ab loss par loss ho rha ha profit boht kam ho raha ha is lyia app ko chye ka maximum apni study complete krin forex ka bara main tak ka app maximum loss sa bach skin...
          • #6 Collapse

            Aksar new traders k saath issue hota ha k unko kam earning hoti ha kam profit milta ha aur loss unko ziada milta ha asa sirf lack of learning hota ha less experience ki wajah se hota ha mera experience kehta ha k skills ko strong kerna chaiye sab ko takay unki jab skills achi hongi knowledge acha hoga tou wo acha profit kernay k kaabil hojaen gay esliye sab ko serious ho kar mehnat kerni chaiye takay best profit ho
            • #7 Collapse

              Asalam u Alikum
              Dear forex user kam profite aur zayada loss hony ki sab se baari waja lalach aur jald baazi hai forex trading main aachy profits k ly trading ko slow aur study se kerian tu zayada profite aur kum loss hoga aur market k utar aur cherhao ko bhi nazer main rakh ker trade kerain
              • #8 Collapse

                Bilkul ye issue araha ha k new log hain wo loss ziayda kee rahay hotay hain aur profit kam actually hota ha ye k new log demo kertay hain kuch thora sa time aor bohat jaldi hoti ha k demo se real pe chaley jay isliye unki learning less huwi hoti ha koi bohat ziada usnnki learning ni huwi hoti so less experience less education less skills less best analysis ki wajah se wo profit nai ker paatey inko zaroorat hoti ha k seriour ho ker hardworking karen khud ko trading k liye best banaiy
                :p Yes You Can Do :p
                Honesty + Sincerity = Prosperity
                • #9 Collapse

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: Maskeen Ullah Khan پيغام ديکھيے
                  Friends hamen trading men agar dekha jay to kafi time loss aur bahot kam profit milta hai iski waja kia hai ki aap ne iss point pe gor kia hai
                  Dear jahan tak mera opnion hai hamen aisa sirf hamare less knowledge aur less experience ki waja se hi hota hai agar ham trading men apna experience aur knowledge better bna lete hain to phir hamare sath aisa kabhi bhi ni hhoga so hamen seroser ho kr mehnat krni chahiye ta k hamen profit ziada aur loss kam ka kam ho
                  Confusion hi loss ki Sub sy bri waja ha is per ager him log control kr laty ha to hi him log Kamyab trader ban skty ha is leya him logo ko zayada sy zayada mhnat krni chya or confusion ko door krna chya
                  Removed by Moderator.
                  • #10 Collapse

                    dear zeyda tar traders kam se kam profit hasil kar key trades ko close kar dety hey aur jab esy traders ko loss hota hay to wo bahot hi zeyda hota hay aur per be wo apny trades ko close nahi karty, ye emotional traders hi esy kar sakty hey, jes ko market ka koch be knowledge nahi hota hay aur profit waly trades ko manage karna nahi janty hey.
                    • #11 Collapse

                      agar hum forex trading main theak say money management nahi karen gay to esmain earning nahi kar sakty aur humay chahiye keh es business main dil lga kar time dain kyun keh tab humari trading achi aur behtreen ho sakti hay es business main lalach bhi nahi karna chahiye kyun keh es waja say hum loss kar lety hay market main
                      • #12 Collapse

                        bohat acha sawal ha ager hum ko lot of profit lane ha to per hum ko chaheya ka hum lalach ko ignore kara or sath sath ma hum ko chahaye ka hard work kara or lot of demo praticies kara per hum ko bohat achi profit hoge or hum ko slow and steady sa kaam karna hoge per hum ko or be achi profit hoge.......
                        • #13 Collapse

                          Dear frend hmaryoss ki sab sy bhari waja hmari kam learning hai or k bad hmari besabri hm jesy he forex treading join karty hai hmari yahe maqsad hota hai k hm aik din mai ameer ban jaye jab k aisa mumkin nai hota os esi chakar mai hm bhot bhary bhary risk b otha lety hai jo hmarai loss ki bhari waja ban jata hai or profit k bjaye hm loss ki tarf jaty rehty hai.
                          • #14 Collapse

                            dear friend treading m los ko asal wja experions ki kmi h jis ki wja sy hm sai order nhi laga skty r hmy profit hony ki bjay los othana parta hy .
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              اصل پيغام ارسال کردہ از: Maskeen Ullah Khan پيغام ديکھيے
                              Friends hamen trading men agar dekha jay to kafi time loss aur bahot kam profit milta hai iski waja kia hai ki aap ne iss point pe gor kia hai
                              Dear jahan tak mera opnion hai hamen aisa sirf hamare less knowledge aur less experience ki waja se hi hota hai agar ham trading men apna experience aur knowledge better bna lete hain to phir hamare sath aisa kabhi bhi ni hhoga so hamen seroser ho kr mehnat krni chahiye ta k hamen profit ziada aur loss kam ka kam ho
                              Assalamu Alaikum ji bhai jaan mai aapko batata hoon ke agar aap acche tarike se analyses nahi karenge to aapko loss Jyada Hoga aur profit kam Hoga Yeh Hai Ek bahut badi Bheja Hai Jiski wajah se new users na kaam ho rahe hain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X