what's importance lot size in forex

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    what's importance lot size in forex
    dear friends lot size forex me main point hota hai ap ki earning ya loss ka lot size hamisha soch samj kar or apny experience ko mad e nazar rakhty howy select karian agr ap new ho to ap lot size 1.6 rakh lo ya es se b low rakh lo lakin agr ap expert ho or high risk ly sakty ho to ap lot size high rakh kr kam kar sakty ho lot size jetna zyada hoga risk b utna zyada hota hai or profit b zyada hota hai loss hony ki surat me loss b zyada hota hai es bat ko hamisha demag me rakhna chahye
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dear brother aap ki trade mein lot size hi main cheez hai jo aap apnay account balance kay hisab se lagatay hain aur agar aap ka account balance zayada hai tou aap bari lot laga kar bara profit hasil kar saktay hain aur agar balance kam hai tou lot size small rakhain
    • #3 Collapse

      Bilkul apny thk kha hy k forex me trading krty hoy ap lot size ka khas khyal rakhain q k lot size hi ye wahid chez hy jis se hmy profit ka boht chance hota hy apni trade lgaty hoy lot size apny balnce k hisab se rakhain q k margin level or equity b ahem hy tab apko loss ni ho ga
      • #4 Collapse

        Dear brother forex mein agar hum apni trade mein lot size select nahin kartay tou humari trade complete nahin hoti kyun kay lot size hi trade mein broker ka commission aur humara her pip profit ya loss adjust karta hai aur iss kay beghair trade lag hi nahin sakti hai
        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #5 Collapse

          lot size hamesha manage kar kay he trade karni chahiye kyun keh manage kar kay he hum theak say stable reh sakty hay es business main aur humay khoob time daina chahiye es business main kyun keh sahi say money management karty huway trading karnay main he faida hota hya

          اب آن لائن

          Working...
          X