Fundamental analysis q zarori hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Fundamental analysis q zarori hai
    Deae dosti main aapko batata chalon k fundamental analysis q zarori hain forex main jnb aap beshak graph daikh k trading kartay rahaen pr jub tak fundamental analysis ko lay k ni chalaingay aap tb tak kamyab ni ho apyengay is liye behtar hai k ap is pr bhi dhiyan dain q k jub bhi koi news aati hai yeah bht ehm role adda kartay hain ....
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dost aap ny achi baat hamary saath share ke hay. Main khud bhe apni posts main es baat ka barmila izhaar kar chuka hun kay intehaai zaroori hay k aap fundamental analysis lazmi karin. Jis sy aapke trading ko long term main faida hoga.
    • #3 Collapse

      Dear aap ka sawal bahut acha hai aur fundamental analysis tou her trader ko apni trade se pahele karnay partay hain aur agar woh aisa nahin karta tou uss ki trade tukkay per ho gi aur woh yeh nahin keh sakta kay ussay iss se profit bhi ho ga
      • #4 Collapse

        Dear aap nain bht achi bt batayi hai main agre karta hun aap say koi bhi trade kartay waqat fundamental analysis bhi zaror kar lain q k graph yeah ni batatay k news kb aani hai or kia behaviour show karaygi so be carefull and keep analysing
        • #5 Collapse

          Dear fundamental analysis kar k trading karny wal aek kamyab trader hota hay fundamental analysis karny k liye aik trader ko bahut zyada time spent karna parta hay jo fundamental analysis karty hain wo kamyab trading kar sakty hain....time kam hony ki waja sy hi zyada tar traders chart ko dekh kar analysis karty hain
          • #6 Collapse

            Kisi bhi trade ko laganay se pahele uss trade mein select kye gae currency pair ki market ko jananay kay lye ussmki market ka jaizamlenay ko fundamental analysis kehtay hain aur aisa karna zaroori hai iss kay beghair humain marketmka pata nahin hota aur hum sahih trade nahin laga saktay
            • #7 Collapse

              Forex main do tarha k analysis boht he importance rakhty hain aik to fundamental our dosarey technical jo seniors experts k main nay yahan pay thread read keay hian us main importance to technical ki hai lekin us mian app news analysis jin ko fundamental khety hian un ko check kaiy bagheer kabhe bhe bara loss ker sagty hain app ko fundamental ko us leay diekhna ho ga ta k kisi bhe barey news say phelay app market say exit ker jain baki trade app technical base pay lain gay
              • #8 Collapse

                Assalamu alaikum my dear sir fundamental analyse pe hai market move Karti Hai Yeh analyse Hamare Hote Hain simple isamu nahi karti ho fundamental analysis pe hai move Karti Hai Mushkil Waqt market Kahan Se Kahan pahunche Jati Hai To Hame fundamental analysis he sikhna chahiye
                ALWAYS BE HAPPY
                • #9 Collapse

                  Friends markit apna behave kisi b cuntry ki economy bary ki gai eslaahat py depend karny k sath sath uss country main qudrti problems per b hota hy allah na kary kisi mulk Main earth quack ,tofan, ya koi aor nuksan ki waja sy uss mulk ki markit py yakeenan assar ho ga
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    agar hum fundamental analysis karna seekh lain gay to humari market main profit earn karnay ki ration increae ho jati hay aur humay chahiye keh esmain khoob mehnat karen tab he hum esmain safe reh sakty hay es business main money managemnet karty huway he kam karnay main faida hota hay

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X