Pivot point
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Pivot point
    Dear forex traders main ap sy aik question karna chahta ho k forex mein pivot point kya hota hay aor is ki kya ehmiyat hay...senior members is bary mein apny kheyalat ka izhar karen
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dear pivot point uss point ko kehtay hain jahan se market apni movement ki direction change kar sakti hai agar market sell mein ja rahi hai tou woh pivot point per pounch kar wapas buy mein aa sakti hai aur ye predicted point hota hai zaroori nahin kay issi point se wapas turn ho thora bahut ouper neechay ho sakta hai
    • #3 Collapse

      Trading mein aisa point jahn se market ne apni movement change karni ho ussay pivot point kehtay hain aur pivot ka matlab hai kay 180 degree per ghoom jana aur forex mein bhi market ghoom jati hai sell se buy mein ur buy se sell mein aa jati hai
      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
      • #4 Collapse

        forex market aik point ko bar bar touch kar rahi hoti hay aur es point ko pivit point kaha jata hay aur humay chahiye keh es business main khoob mehnat karni chahiye kyun keh mehnat karnay main he faida hota hay tab he humari trading achi aur behtreen ho sakti hay

        اب آن لائن

        Working...
        X