Forex main stop loss huntting kia hy our ye kon kerta hy???
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex main stop loss huntting kia hy our ye kon kerta hy???
    Dear app ny aksar ye suna ho ga k stop loss huntting ki gae hy but app logoun ko maloom nahe ho ga k ye kon kerta hy do option hain k ye kon ker sagta hy
    Broker
    Professional traders

    To dosto app ko clear ker doon k ye broker nahe kerta ye professional traders our high speed robots kerta haen stops ura ker money humeray mean small traders ki wo apni pocket main transfer kertay haen
    Isi leay money management k sath market main enter hona better hota hy ta k app forex main survive ker sagain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Bhai aap ne bahut acchi information share ki hai aur mujhe nahi pata Tha stop loss ke liye Aisa Bhi hota hai market mein. Aur ainda Se Main Cheez Ka Khayal rakhunga. Phir Bhi Hum ko stop loss lazmi Lagana chahiye. Kyuki isse ka hmaara account save hota hai aur es ka bhot faida hai.
    Last edited by ; 25-08-2018, 06:05 PM.
    • #3 Collapse

      Nice dear aap ne achi information di hai pehle mjy iska pta ni tha k stoploss hunting kia hota hai but abhi aap k batane se mere knowledge men kafi ezafa hua hai isliye aapko aisi information share krni chahiye jin se aur logon k knowledgeen ezafa ho sakke iss tarah se pak forum pe kafo logon ko acha faida hoga aur knowledge share krne se knowledge barhta hai
      • #4 Collapse

        stop loss hunting tab hota hae jab spread floting ho aur broker spread ko barha dyta hae jis time markeet men tezi ati hae to aur agr spread fix hoto tab khud ba khud mtlb bogass stop loss hit ni hota aur phr tab hi hota hae jab price hamary stop loss ko punch jati hae to tab warna koe cheez fake ni hoti aur isky ilawa real broker stop loss ko kabhi hit ni karwata bogass taur py.
        • #5 Collapse

          Bhai jan ap ny bohat achi information share ke hy aksar dekha gaya hy k hamra sl hit ho jata hy and thori der bad he market wapas a jati hy mery khayal to kuch market forces hori hen jo k market ko move karwa rahe hoti hen and is ma kisi broker ya trader ka amal dakhal nai hota is liye hamen sl safe margin ma rakhna chaye and money management ka asool pa chalna chaye
          • #6 Collapse

            Bhai aap ki informations tou bahut achi hain aise maaloomaat ko forum per zaroor share kya karain kyun kay aise maaloomaat kam log share kartay hain lakin inn baatoun ka sub ko maaloom hona chahye kyun kay inhi ki wajah se hum forex mein agay barh saktay hain
            • #7 Collapse

              Dear members markrt ma demand aor supply level ko apko smjhny ki zarort hoti hai apko pta hona chyr ky market makers ko pta hota hai ky market ma orders pending order aor stop loss take profit kahan kahan py hain invesyors usi hisab sy apny demand aor supply levels ko rakh dety hain is leay apko is ki smjh nhi aa skti hamary py iski access nhi hai
              • #8 Collapse

                stop loss k barey maiin bhae app nay to kafi ache information de hai its mean humean easy signal ka wait kerna chahy jes main market stop loss huntting ker lay ta k us k bad hum trade main enter hoon gay to pher us say humean kafi acha profit milay ga our long term trade humeri run karey ge
                • #9 Collapse

                  Dear yehi sub forex mein fake movements ki wajah se hota hai aur aisa karnay walay ya tou brokers ho saktay hain ya phir professional traders ya hackers jo humara profit fut se urrah lae jatay hain ye sub aap ko soch samajh kar karna chahyea tamkay nuqsaan na ho
                  • #10 Collapse

                    slaam to all forum members...app ka har post main koi na koi knowledge hota ha app na is bar bhe nye information de ha app tora money management ka bara main bhe kush thread bna dijyia ka kiss trha sa hun in robots ur professional trader sa bach skta hain humin kyia ahtyat krni chye ta ka hum maximum in sa bach skin app isa traha sa guide krta ryia app ka post ka lyai star to bnta ha.
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      agar hum stop loss ko use karty huway trading karen gay to humari trading bohat achi hoti hay es business main khoob time daina chahiye kyun keh time dainay main he faida hota hay tab he humari trading achi aur behtreen ho sakti hay es business main dil lga kar time daina chahiye

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X