Why we have to always go for account wash?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Why we have to always go for account wash?
    Asalam-o-alikum! Friends agar aapne ghor kia ho to ham hmesha trading karty huy soch rahy hoty hain k ya profit ho ga ya phir account wash ho jaay ga. Lekin ham esa kun nahi karty k stop loss laga dain aur loss sirf etna ho jo kay ham baad main recover kar sakin. Kya khayal ha aapka?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    dear ap ki bat to thk hy lkn ye bat her trader ke mind main zaror hoty hy ke ya to asha profit ho ga ya phir account wash ho ga,bro asal bat ye hy ke forex trading main market ki movement ka khush pta ni chalta sometimes unpredictable ho jaty hy to is surat main her trader yahi schta hy jo ap ne likha hy
    Signature removed by moderator
    • #3 Collapse

      Dear ap ki bat tu theak hy stoploss lagna chaye but ma kaho ga agar hum ziyda lalch kary gye money management k baghar ziydya bari lot size laga kar trading kary tu risk factor b bhar jay ga or account wash hunay k chance b bhar jay ga so agar balance kam hy tu lot size b kam lagye.
      • #4 Collapse

        jab b ham koi account kholty hain to hamain ye chez zehan mai rakhni chaheay k hamain low lot size say trade krni chaheay is say hamara account safe rahta hay aur phir ham apna account bacha kar he profitable kr sakty hain agar ham greedy karen gay to phir hamare liay market mai rahna mushkil ho jata hy isi liay hamain apna account bacha kar rakhna parta hay aur phir isi trha ham iss market mai survive kr sakty hain
        • #5 Collapse

          Yes dear theek kaha aksar newbies ki ye soch hoti hai ya jo log posting kar k bonus win karty hain wo ye sochty hain k account he wash hoga next post kr k phr aa jae ga aisa karna trading nae apny apko dhoka dena hai jab b trade karain mehnat se karain usky achy analysis karain taky apko profit ki umeed ho lekin jab ap betuki trade karaingy to loss he hoga is liye mehnat karain taky achy trader ban sakain
          • #6 Collapse

            اصل پيغام ارسال کردہ از: NawazAwan پيغام ديکھيے
            Asalam-o-alikum! Friends agar aapne ghor kia ho to ham hmesha trading karty huy soch rahy hoty hain k ya profit ho ga ya phir account wash ho jaay ga. Lekin ham esa kun nahi karty k stop loss laga dain aur loss sirf etna ho jo kay ham baad main recover kar sakin. Kya khayal ha aapka?
            Hum Jab trade karte hain toh Hamara account is wajah se Vasudeva hai ki hum Bina knowledge or experience Banaye trade karte hain aur Hame loss hota hai aur Hum full osco Karte nahi karte Walke usse Baat Jaane Dete Hain
            • #7 Collapse

              اصل پيغام ارسال کردہ از: NawazAwan پيغام ديکھيے
              Asalam-o-alikum! Friends agar aapne ghor kia ho to ham hmesha trading karty huy soch rahy hoty hain k ya profit ho ga ya phir account wash ho jaay ga. Lekin ham esa kun nahi karty k stop loss laga dain aur loss sirf etna ho jo kay ham baad main recover kar sakin. Kya khayal ha aapka?
              Excel traders go trading contain way Los is wajah se ho jata hai kyun ke woh log Bhi Na try ke aur bhi namkeen Forex trading live profit banane ki try karte hain Jo traders Ki Sabse Badi mistake hoti hai aisa karne se traders kabhi bhi profit nahi bana sakte jab tak trading co sikhenge nahi profit nahi Banaya Ja Sakta
              FRD 07 TRADING JOURNAL
              • #8 Collapse

                agar hum theak say money management karty huway trading nahi karen gay to hum esmain achi earning nahi kar sakty ulta humay esmain loss ka samna karna parta hay so humay chahiye keh esmain khoob mehnat karen kyun keh mehnat kar kay he humari trading achi aur behtreen ho sakti hay aur safe reh sakty hay esmain
                • #9 Collapse

                  Dear friends, bahut saray logo k account wash esleay ho jatay hain q k woh stop loss use nai kartay...agar stop loss use keya jay to ap ka account kabi bi wash nai hoga...q k jab trade loss main jaey gi to kuch loss k bad ap ki trade automatic close ho jaey gi aur account wash honay say bach jaey ga.
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    agar account ko theak say manage na kea jaye to es waja say humay market main loss ka samna karna parta hay esmain money management kay sath sath risk management bhi bohat zaroori hay tab he hum forex trading main theak say earning kar sakty hay es business main khoob time daina chahiye

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X