technical analyse kise kaha jata hai
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    technical analyse kise kaha jata hai
    salam dosto,

    aj me apko bataunga k technical analyse kise kaha jata hai ???

    dekhen market ki price jo chal rhe hoti hai zaher hai wo 1 he side par move kabhi ni hoti hai or na he ho skti hai esi lia market apni history ko zaroor repeat kri hai ese he hum technical analyse kehte hain or esko maloom krne k lia hume ye khas kisam k 3 indicators ko istemal krna chahe
    1 bollinger bands
    2 fenaaci
    3 pivot points
    en ki madad se hum achay technical analyse kr skte hain dosto
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dear ap ny bahut achi post ki hay analysis 2 kisam k hoty hain aik fundamental aor technical.... fundamental analysis wo hoty hain jo hum countries ki sorat hal ko dekh k kar analysis karty hain aor technical analysis wo hoty hain jo ham chart ko dekh kar karty hain
    • #3 Collapse

      technical analysis bohat zaroori hoty hay agar hum theak say market main analysis karen gay to he hum market main achi earning kar sakty hay es business main khoob focus karna chahiye kyun keh focus kar kay he hum market main achi earning kar sakty hay aur market main regular kamyab ho sakty hay
      • #4 Collapse

        analysis har kisam kay bohat zaroori hay agar hum forex trading main kamyab hona chahty hay to zaroori hay esmain achi earning kar kay learning kar kay trading karen tab he hum market main acha earn kar sakty hay es business main mehnat karnay main he faida hota hay
        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #5 Collapse

          اصل پيغام ارسال کردہ از: Muhammad Ali 4043 پيغام ديکھيے
          salam dosto,

          aj me apko bataunga k technical analyse kise kaha jata hai ???

          dekhen market ki price jo chal rhe hoti hai zaher hai wo 1 he side par move kabhi ni hoti hai or na he ho skti hai esi lia market apni history ko zaroor repeat kri hai ese he hum technical analyse kehte hain or esko maloom krne k lia hume ye khas kisam k 3 indicators ko istemal krna chahe
          1 bollinger bands
          2 fenaaci
          3 pivot points
          en ki madad se hum achay technical analyse kr skte hain dosto
          Bhai tecnical ainalysis ussy kaha jata hy jo ap kisi b rebots sy hasil karty hain means k market ka kia trend chal raha hy next market kis trend mai jay gi aur aur next kia kia ho sakta hh in sab ko hum tecnical ainalysis mai count karty hain aap kia kehty hain

          اب آن لائن

          Working...
          X