basic knowledge about candle

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    basic knowledge about candle
    dear new members of Pakistan forex forum jab tak apko candles k bary men basic and advanced level ka knowledge ni hoga to aap uswaqat tak achi forex ni kar sakty to ap sab say pehly apni basics ko mazboot karren aur achi trha say seekhen forex basics ko issi baat ko mind men rakhty huay main ny socha ik pics upload kar doon candle k bary men aur waisy 4 chezen hamen mil rahi hoti hain ik candle k andar.
    1.opening price
    2.closeing price
    3. high price
    4. low price
    منسلک شدہ فائلیں
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dear aap ne candle k bare men jo information di hai main iss se fully agree hoon hamen pak forum pe aisi hi information ko share krna chahiye q k pak for pe kafi new log hain jinko forex ka basic ka bhi pata ni hai isliye aisi information se bahot se new logon ko aik acha knowledge mill jata hai isliye hamri koshish honi chahiye k achay se acha theard post kren
    • #3 Collapse

      ye apne bhot achi info post ki hy trading mein market value ka pata graph pe candles ki movement se hota hy.ye basic knowledge hy jis k bager trading nhe ki ja sakti.ap en candle bars ki seting apni marzi k mutabic b kar sakty he aur colour bhi change kar sakty hen.
      • #4 Collapse

        Well dear mery analysis k hisab sy zeyada ter trader technical trading kerty hain jis k liay humy technical chart and candle ka knowledge increase kerna chaheay mukhtalif kism ki candle bahoot sy patern binati hain jis ka knowledge hona chaheay.
        • #5 Collapse

          G haan ye cheezin basic knowledge main aati hain aur es ka pata hona hamko must hay. Kun kay agar ye cheezin he hamhain pata nahe honge to phir ham yahan par kabhi bhe kaam nahi kar sakty hain. Es ly aap ke baat sy main bilkul agree karun ga. Aur lazmi ye chezin real par aany sy pehly he seekhni chhey.
          • #6 Collapse

            agar hum knowledge ko enhance kar kay trading karen gay to he humari trading achi aur behtreen ho sakti hay es business main kabhi bhi humay lalach nahi karna chahiye kyun keh lalach kay chakar main market main earning nahi ulta loss ka samna karna parta hay esmain sabar kay sath he kam karna chahiye
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #7 Collapse

              agar hum forex market main knowledge ko enhance kar kay trading karen gay to he humari trading achi aur behtreen ho sakti hay es business main dil lga kar time daina chahiye kyun keh time dai kar learning kar kay earning karnay main he faida hota hay esmain khoob mehnat karni chahiye

              اب آن لائن

              Working...
              X