Forex trading main trading indicator k sath kerna
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex trading main trading indicator k sath kerna
    Jo member yeh kehty hain k forex trading main trading k liy indicator lazmi ni hain to un ko main yeh kahoo ga k trading k liy indicator ap ki trading ko aasan kr dety hain ,ap candle ko bi annaylsis kro ,sary time frame ko bi annaylsis kro ,moving average ko bi use kro to ap daikho gy k yeh sari cheezain ap ko trading main aasani paida krti hain aur ap forex trading main trading sy ziada profit bi lety ho ,to is liy indicator ya istra k jo bi tools hain unko trading main use krna chahiy kio k wo isi purpose k liy to beny hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Forex trading men indicator k sath trade krna to hamare liye helpful hota hai but trading men indicators pe depends krna hamare liye harmful hota hai agar ham trading ka totally depends indicators pe krte hain to phir ham kabhi bhi successful ni ho sakte hain isliye jab bhi trade kro indicator ko sirf help k tor pe use kro na k apni trades ko indicators pe hi chor do
    • #3 Collapse

      dear forex trading mein indicators ki help lena koi buri baat nhi lekin agr indicator k bagher trading ki jaye aur un py zyiada depend na kiya jaye to ye zyiada useful ho sakta hy keun k is sy trading ka asal experience milta hy aur indicators ka use krny waala phir kabhi in k bagher trading kr hi nhi sakta
      • #4 Collapse

        Forex trading main trading indicator ya istra k tools ko use kr k kerna achi bat hy aur jaisy ap ny kaha istra k tools bany bi to trading krny k liy hain ap indicator ko fazool ni samjho yeh indicators ap ko forex trading main kamyab hony k liy help krty hain aur pooru dunia k jitny bi ziada exler traders hain wo is liy kamyab hain k wo maximum indicator ko trading k liy use krty hain to indicator ko lazmi use krna chahiy byshak ap pehly demo account p trading k doran check kr lo
        • #5 Collapse

          forex market main indicators ki bohat ziada ahmiyat hay agar hum enko theak say use karty huway trading karen gay to humay market kay bary main bohat acha knowledge milta hay aur hum market main achi earning kar sakty hay so humay chahiye keh es business main lalach bhi kam say kam karen
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #6 Collapse

            agar hum differenet kisam kay indicators ko use karty huway trading karen gay to humari trading bohat achi hoti hay es business main khoob time daina chahiye kyun keh time dai kar mehnat karnay main he faida hota hay tab he humari trading achi aur behtreen ho sakti hay sahi say mehnat karni chahiye

            اب آن لائن

            Working...
            X