Forex trading k business main poor traders ki kamyabian
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex trading k business main poor traders ki kamyabian
    Forex trading ka business aik aisa business hy jis main jo traders ziada hard work krty hain aur is k rules aur regulations ko follow kerty hain wohi traders is main kamyabian sametty hain to mery khial main forex trading main poor log ziada hard work krty hain aur rules ko bi follow krty hain aur doosra unko loss ka bahut ziada der hota hy kio k wo agar loss kr jain to dobara shayd investment na kr sakain to wo is cheez ko samny rakh k forex trading k business ko kerty hain aur kamyab ho jaty hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    g bhai apki baat bilkul sahi hy k forex mein poor traders zyiada hard worker hoty hain aur woh is liey k unhein apni manzil ki talaash hoti hy aur woh apni ghurbat aur mahroomiyon sy itny tang aa chuky hoty hain k woh mehnat krny mein koi kasar nhi chorty aur aik din kamyab trader ban jaaty hain
    • #3 Collapse

      forex mein poor trader wohi hy jiska es field mein knowledge kam hy wo achi trading nhe kar sakta.jo yaha pe thora bhot time lagata hy wo'b waste hi ho jata hy.jo b expert hy wo rich trader hy jo kisi b time profit bna leta hy
      • #4 Collapse

        Dear friends app ny billkull theek kaha main app sy itaafaq kerta hon bhai jaan forex trading main jo trader forex k rules ko fallow kery hamisha mehnat kery experience and practice gain kery , mukamal knowledge hasil kerny k bad trading kery wohee kamyab hota hy aor poor trader ye sub kerty hain
        • #5 Collapse

          dost ap ki post bahut hi ashy hy ap ne sach kaha hy ke poor logon ko apny ghurbat ka ihsas hota hy is liy aik to wo bahut mehnat aur hardwork kerty hn aur rules ko bh thk follow kerty hn is liy wo kamyab rehty hn aur poor trader bahut ihtiat se trade kerty hn ye subh batin hn jin se poor trader kamyab hoty hn
          Signature removed by moderator
          • #6 Collapse

            Friends miari raay main business koi b ho us main poor aor rich koi nai hota bas sense of business aor hardwork daikha jata hy bas fark sirf itna hy k time lag sakta hy poor shakhs k kamaany ki ratio slow ho gi banisbat rich shakhs baaki business criteria ake jaisa he ho ga
            • #7 Collapse

              اصل پيغام ارسال کردہ از: Musakhan پيغام ديکھيے
              Forex trading ka business aik aisa business hy jis main jo traders ziada hard work krty hain aur is k rules aur regulations ko follow kerty hain wohi traders is main kamyabian sametty hain to mery khial main forex trading main poor log ziada hard work krty hain aur rules ko bi follow krty hain aur doosra unko loss ka bahut ziada der hota hy kio k wo agar loss kr jain to dobara shayd investment na kr sakain to wo is cheez ko samny rakh k forex trading k business ko kerty hain aur kamyab ho jaty hain
              Forex trading Mein poor rich trader will be successful ho sakta hai jo traders Jyada hardworking karta hai woh Forex trading Mein successful ho jata hai aur jo traders Bina hardworking ke profit banane ki try karte hain Unhe kabhi bhi profit nahi hota
              • #8 Collapse

                han g brother ap ne bilkul thek kaha hai forex me har tabky k log kam karty hain chahy wo poor hon ya rich mgr kamyab wohi hota hai jo achy experience k sath or achi strategy k sath kam karta hai es me ap ye nhi kah sakty k koi poor hai to wo zyada mehnat karta hai rich log b zyada pasy kamany ki khatir boht mehnat karty hain or achi earning kar rahy hain
                • #9 Collapse

                  Bilkul sir main ap sy agree hon k poor traders bahut ziada kamyab hoty hain forex trading main trading sy ,aur yeh is liy hota hy k poor logo ko aagy jany ki justajoo hoti hy aur wo apny maqsad ko hasil kerny k liy bahut ziada hard work krty rehty hain aur u waqt tak wo peechy ni hetty jab wo apna maqsad pa ni lety ,to matlab teh hova k kamyab hony k liy ziada sy ziada hard work krna chahiy
                  • #10 Collapse

                    isme koi shk nhi h ky poors ne bhee forx business se kyi kamyabia apne naam kr li hy aur wu frx se busnes kr kay achi earning kr rhe he jis se wo apni gharailo ki needs ku forx ki waja se pura kr rahe hy is me koi tajjab nhi hy.
                     
                    • #11 Collapse

                      i think, frx ne poors logo ku bhee invite kiya h jis se wo apne talent ki wja se acha busniess krne m kmya hu gye hy aur wo aj frx se acha earning kr rahe h jiss se wo apni needs ku ko pura kr ky apna khaab sach kr diya h yaqen jne ky fx ne free me poors ku beshomaar saholte bhee de di ha aur un ki life frx ki waja se asan ban gyi ha.
                       
                      • #12 Collapse

                        Forex trading ak asa busnes hy ges main koy getni ziada mahnat karta hy os ko otna hi ziada phal melta hy as main chahy koy aamer ho ya chahy ko gareeb aur as main ak poor man bhi mahnat kar k sucsses hasel kar sakta hy
                        • #13 Collapse

                          Ji janab mere khayal main forex trading main rich aur poor ki baat nahi balke forex main successful trader wohi hai jo hard working karta hai jis k paas experience aur knowledge ho wohi best trader hai
                          • #14 Collapse

                            agar hum forex trading kay bary main kam knowledge rakhty hay to humay chahiye keh es business ko khoob seekh kar run karen tab he humari trading achi aur behtreen ho sakti hay es business main money management karty huway he trading karni chahiye tab he safe earning kar sakty hay esmain mehnat karni chahiye
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              agar hum forex trading main kamyab hona chahty hay to esmain khoob mehnat karni chahiye kyun keh mehnat karnay main he faida hota hay tab he humari trading achi aur behtreen ho sakti hay es business main money managemnet karty huway he kam karna chahiye

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X