Friday ko USD aor gold ki moment mn difference hota hai?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Friday ko USD aor gold ki moment mn difference hota hai?
    Dear members USD aor gold ki movement aik dosry k opposite hoti hai hai lakin Friday ko an dono ki moment mn difference hota hai yani as Friday ko gold up hoa hai kafi aor as sy pechly Friday ko gold ki down moment hoi hai lakin USD ki moment bahut kam hoi hai.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    اصل پيغام ارسال کردہ از: Ali Akbar khan پيغام ديکھيے

    Friday ho ya aur koi bhi Dekho US dollar or Gold Ek Doosre Ke opposite Aqeel Hamesha muskurate Hain Jab Bhi US Dollar up jata hai to Gold down jata hai aur jab US dollar door jata hai to Gold up jata hai
    FRD 07 TRADING JOURNAL
    • #3 Collapse

      Friday ko ye difference iss wajha say hota hae k markeek friday waly din roteen say hat k behave karti hae aur ye wajha hoti hae k jo hafty ki roteen chal rahi hoti hae markeet uss roteen say hat k behave karti hae isky ilawa b monday aur Friday ko markeet men zra susti milti hae q k kuchh markeets open hoti hain aur kuchh open ni hoteen.
      • #4 Collapse

        Asaal mein Friday ko US dollar ki bohut zayda news Aati Hain. Aur woh market par bht zayda asar andaz hoti hai Jiski wajah se market bahut zyada differently react karti hai isliye trading karne Pehle news ko dekhne chahey ke konsi news aa rahi hai.
        • #5 Collapse

          اصل پيغام ارسال کردہ از: Ali Akbar khan پيغام ديکھيے
          Dear members USD aor gold ki movement aik dosry k opposite hoti hai hai lakin Friday ko an dono ki moment mn difference hota hai yani as Friday ko gold up hoa hai kafi aor as sy pechly Friday ko gold ki down moment hoi hai lakin USD ki moment bahut kam hoi hai.
          US Dollar on gold Hamesha Ek Doosre Ke against him or Karte Hain Jab Bhi Gondola ab hota hai Golden down jata hai aur jab Golden Jata Hai To Dulha ban jata hai yeh Hamesha Ek dusre ke opposite move Karte Hain
          • #6 Collapse

            han g brother ap ne bilkul thek kaha hai gold or usd me boht fark hai usd aik basic international currency hai es ki movement kese aik din me nhi balkah routine k hisab se weekly same he rahti hai mgr gold ka hisab alag hai es me movement ap ne dekhi hogi k aksar friday ko zyada hoti hai es bat ka kheyal lazmi rakhna chahye k imka apas me muwazna kbi na karain ye do alag alag direction me movement karti hain
            • #7 Collapse

              bilkul aysa hi hy mrket me friday ky roz zyada movement huti rhti hy is lye hame friday ku trade m ahteyat se hi rahna chhye ta ky trding m kahi bhee loss na hu
              • #8 Collapse

                agar hum gold par trade karna chahty hay to humay chahiye usd ka analysis karen kyun keh eski waja say gold bohat tezi say move karta hay agar hum analysis kay bgair gold par trade karen gay to hum earn karnay ki bijaye market main loss kar lety hay so humay chahiye keh analysis kar kay he trade karen
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  agar hum forex trading main money management karty huway kam karen gay to humari trading bohat achi aur behtreen ho sakti hay es business main dil lga kar time daina chahiye kyun keh time dai kar humari trading tab he achi ho satki hay mehnat karnay main he faida hota hay esmain

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X