at a time ziyaada trades na kerain
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    at a time ziyaada trades na kerain
    g dear pairs ki to phir bhi khair hay lekin jo log oil speccially gold per trade kertay hain to unn sab ko yehi mashwera hay kay aap aik waqt may 2 say ziyaada trades na lagaaye or lot bhi choti rekhain taakay loss na ho
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    J brother i agree with you 1 ya 2 s zyda treade nahi krna chaya warna loss bohot bahra hota hai or account wash hona ka kahtra hota hai kiun ka balance kam hai or kam hai or kam balance hi wash ka sabab banti hai is lia trade zyda open na katain
    • #3 Collapse

      dearfriend hamentrading main bhi roll k sath kam karna chahye gab bhi hum trading karen to hamen ziada trade nahi lagani chahye bal k ziada sy ziada 2ya 3 trade karni chahye
      • #4 Collapse

        G han jnb aap nain bilkul achi baat ki hai at a time do say ziada trade nan lagayen q k yeah bht risky hi jata hai account k liye lehaza secure reh k trade karen aur us waqat hi trade lagayen jub aapko koiachi trade milay otherwise thora sa wait kar lain
        • #5 Collapse

          G dear agree with you forex trading aik fast business ha is ma market ka move kbi taez hota ha tu kbi normal ye depend krta ha market k stable or unstable hony py hoti ha or ya jb kbi news ati hmain is up and down sy bachny k trade zayda na karain kuch log bout zayda over trading krty hn jis ki wjha sy account wash ho jata ha ku market kbi kbi jb aik move ma jati ha tu phr pta ni chlta k market kidr gi ha so hmain chaiy k market k move ko smjhain or loss sy bachain
          • #6 Collapse

            اصل پيغام ارسال کردہ از: ctanveer پيغام ديکھيے
            g dear pairs ki to phir bhi khair hay lekin jo log oil speccially gold per trade kertay hain to unn sab ko yehi mashwera hay kay aap aik waqt may 2 say ziyaada trades na lagaaye or lot bhi choti rekhain taakay loss na ho
            Hame 130 Aadat redmi nahi Lagani chahiye is se Hame loss yoga Hame chahiye K achi Tarah Se Malkit ki friend ko samajhne ki koshish Kare aur Phir Ek Thi trade achi si Lagaye Jai Ho Chahe wo commodity is meant by Abeer currency is made reading kare
            FRD 07 TRADING JOURNAL
            • #7 Collapse

              zahir si baat hai keh aap ager zayada trades ek time per kren ge to un mein focus rakhna bht mushkil ho jae ga aur us ka natija yeh nikly ga keh aap ko bht bara loss ho ga is lie main aap ki bat se ittefaq krta hun keh ek ya 2 hi trades lagani chahyen ta k un per focus kia ja ske aur profit hasil kia ja sky yeh e best hai
              • #8 Collapse

                bohat acha sawal ha ager hum ak time pa zeyada trade karta ha to per hum ko bohat nuksan ho sakte ha es leya hum ko kabi be ak sa zeyada trade ak time pa nhi karna chaheya q ka har waqat market ak movement ma kaam nhi karta ha ager market ak he movement ma kaam karta ha per hum ko ak sa zeyada trade karna chaheya.........
                • #9 Collapse

                  G ap ny sahee mashwara dia hy trading k liy ,aur kabi ni chahy ap currency p trading kro ya oil ya gold p safe trading tab ho gi jab ap aik time main aik hi trade ko open kro gy to kio k jab ap aik sy ziada trade aik account main open kro gy to ap ko ho sakta hy profit kem ho aur loss ziada ho ,to aik acha aur successful trader aik time main aik hi trade open kr k normal profit ly k account ko safe rakhta hy
                  • #10 Collapse

                    Forex trading main aik time main aik hi trade ko Open krna achi stretegy hy kio k Agar ap ki aik sy ziada trades open hon gi to trading ki market ka kuch pta ni chalta k kis time kis side p movement shuru kr ly to is tra k achank movement sy bachny k liy ap ko chahiy k ap at a time aik hi trade ko open rakha kro aur jab bi trade open kro aik dafa lazmi market ko bi pehly annaylsis kr lia kro
                    • #11 Collapse

                      Aslam o alikum Dear friend apka bat tick hey ek time pa ek say zayda trade na lagy 1 trade lago liken Acha trade lagwo
                      • #12 Collapse

                        Dear ap k pas hamesha kch na kch free margin hona chaiye jo ap ko muskil waqt mai hedge karne k lye ya apne account ko bachane k kam aa sake ap jitna zyda trade karo gy ap ko os ka faida hasil nhn ho ga aur ap ko at the end loss ho skta hai es liye ap ko aysa nhn karna chaiye bal k ap ko dekh k aur smjh k he trading karni ho gii ta k ap dekhain k ye busienss ap k liye kitna acha faida de skta hai aur ap kese acha kam kar skt eho...
                        • #13 Collapse

                          Yes dear ap ne correct kha hay aur main b ap ki is bat se agree hoon k hum ko aik time per ziada trades open ni kerni chahien gold aur oil per to bilcul b second trade ka sochna b ni chahie aur trade ko open kertay time apne capital ko mind main rkhain aur big lot size ki trade open na krain ta k account wash na ho jay.
                          • #14 Collapse

                            agar hum trade money management karty huway karen gay to he hum market main achi earning kar sakty hay humay esmain blindly trading nahi karni chahiye kyun keh blinedy trading karnay say hum market main earning nahi ulta loss he karty hay so humay chahiye keh esmain mehant karen tab he safe reh sakty hay
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              humain is main hard work kar kay achy say ana ho ga ism ain time ko set kar kay achy say ana ho ga is main ziada time lagty hain to kam karna kafi asan ho sakta hay is main learning karty hain to achi earning ho skti hay demo ko use kar kay achy say kam karna ho ga ziada practice ho gi to kam karna ho ga

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X