Strategy ki tarah trading style bhi change krty rehna chahiey
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Strategy ki tarah trading style bhi change krty rehna chahiey
    dosto meri ye raye hy k jis tarah ham aik strategy ko change krty hain jab hamein us mein profit nhi hota to hamein apna trading style bhi change kr k dekhna chahiey ho sakta hy ye hamary haq mein acha saabit ho
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    g dear aap nay yeh baat to sahi ki hay kay trading strategy ko change kertay rehna chahiye or iss kay saath saath trading style bhi change kertay rehna chahiye lekin yeh baat bhi yaad rakhni chahiye kay at a time aik hi trading strategy ko follow kerain q kay ager at a time 2-3 strategies follow kerain gay to confuse ho jaaye gay
    • #3 Collapse

      g bhai apki baat bilkul sahi hy agr ham kisi nakaam strategy ko change kr sakty hain aur hr waqt ussi ko change krny ka sochty hain to hamein ye bhi dekhna chahiey k kahien hamara trading style to ghalt nhi to isay bhi change krty rehna chahiey ta k hamari trading improve ho saky
      • #4 Collapse

        Well daer app sub ny billkull theek kaha main app sy agree kerta hon bhai trading main successful trader binany k liay zarori hy k app waqat k sath sath strategy and trading style change kerty rehna chaheay kyn k badalty halat k sath ye zarori hota hy
        • #5 Collapse

          dear friend jes tarah hum apni strastge ko change karty hain asi trah hum apni trading k style ko bhi changre kar k dekh lena chahye hamen as main bhi faida ho sakta hy
          • #6 Collapse

            g bhai bahot acha point share kiya hy ap ny k hamein apni strategy k sath sarh apny trading style ko bhi check krty rehna chahiey keun k aksar ham loss ki wajha buri strategy ko hi kehty hain lekin overall trading style ko nhi dekhty agr isay bhi time to time change kiya jaye to iss sy experience barhta hy
            • #7 Collapse

              agar hum different kisam ki trading strategy ko use karty huway kam karen gay to humari trading bohat achi ho sakti hay so humay chahiye keh es business main khoob focus karen kyun keh focus kar kay he hum market main achi earning kar sakty hay aur safe reh sakty hay es busines smain
              • #8 Collapse

                humain stratgy ko use karna ho ga kun kay jab b hum market main kam karty hain to learning ki base say kam karna ho ga is mmain agr sucecss hasil karni hay to planing kar kay kam karna ho ga or is main active ho kar kam karna ho ga ta kay market main stay karna humary liye kafi asani ho sakay
                • #9 Collapse

                  market main stratgy ko use kar kay kam karna ho ga ta kay trade main loss km say km ho sakay is main active ho kar kay kam karna ho ga jis say market main kam karna asan ho sakta hay is main planing kar kay kam karna ho ga ta kay trade main achi earning hasil ho sakay stop loss ka use b karna ho ga
                  ᴍᴇʀɪ ᴘᴏsᴛs ᴋᴏ тнαикѕ ᴢᴀʀᴏᴏʀ ᴋᴀʀᴇɴ
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    agar hum forex trading main differnet kisan ki trading strategy use karty huway trading karen gay to humari trading bohat achi aur safe ho sakti hay humay chahiye keh demo account ko har trading strategy ko test kar lain kyun keh test kar kay trading strategy par kam karnay main he faida hota hay

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X