Kabhi full margin k sath trading na krein
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Kabhi full margin k sath trading na krein
    jo log trading k dauraan bagher sochy samjhy full margin k sath trading krty hain to aisy traders apny account tak wash kara beth'ty hain keun k kuch hi pips un k trade k opposite jaany py unka account wash ho jaata hy
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    g dost forex mein kuch aisy traders bhi hoty hain jo iss hadd tak risk letey hain k apny account py available margin ko poora use krty hain aur iss mein woh ye nhi sochty k iska un ko kitna loss ho sakta hy to merey khayal sy woh bahot ghalat krty hain keun k iss sy account bahot jald wash ho sakta hy
    • #3 Collapse

      dear friend agar ap k pass post say hasel bones hy ya ap ki investment ka balanse hy ap kabhi bhi ziada margen ki trade na lagain as sy ap ka acount wash nony ka khatra hota hy
      • #4 Collapse

        jab bhi koi trader risk letey huye aur apny margin ka khayal na krty huye koi trade lagata hy to agr market uss k haq mein chali jaye to usay kafi profit hota hy lekin agr market us k against chali jaye to loss itna hota hy k usay cover krna bhi mushkil hota hy aur kuch hi pips baad account bhi wash ho jata hy
        • #5 Collapse

          agar hum margin level ko manage kar kay trading karen gay to hum market main bohat achi earning kar sakty hay aur humay khoob focus karna chahiye kyun keh focus kar kay trading main tab he safe reh sakty hay aur humay khoob money management kar kay trading karnay main he faida hota hay
          • #6 Collapse

            jab b hum trade karty hain to hi is main kam kar sakty hain demo ko use karty hain to trade karna humary liye asan ho sakta hay is main full active ho kar kam karna ho ga kun kay agr huma ziada high lot ko lagtay hain to is main risk hota hay kay aik hi mint main kam karna asan ho sakta hay practice karna ho gi
            • #7 Collapse

              market main kam karna hay to is main actucive ho kar kam karna ho ga jis say market main stay karna kafi asan ho sakta hay magr markte main full margin say kam karny main akfi risk hota hay kun kay aaik minute main market up jati hay or down ati hay is main aik minute main loss ho ho sakta hay or profit hota hay
              ᴍᴇʀɪ ᴘᴏsᴛs ᴋᴏ тнαикѕ ᴢᴀʀᴏᴏʀ ᴋᴀʀᴇɴ
              • #8 Collapse

                agar hum theak say market main money mangement nahi karen gay to hum esmain kamyab nahi ho sakty humay chahiye keh margin level ko theak say manage kar kay trade karen tab humari trading bohat achi ho sakti hay es business main khoob time daina chahiye tab he safe earning kar sakty hay
                • #9 Collapse

                  ji bhai apny bilkul thk kaha hy k margin zyaada k sath trading nh kerni chaye ..is ka nuqsan ye hy k trade ki move hony ki space zyada ban jati hy aor phr is account k wash hony k chances barh jaty hain..ye aik risky bhi ho sakta hy.
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    jis bunde ki trading psychology aur moneymanagement muzboot ho gi wo kabhi bhi full margin ke sath trade nahi kre ga kuankeh us ko patta hota hy keh loss ke chance full full hain

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X