Forex trading main hamesha manual trading ko trjee do
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex trading main hamesha manual trading ko trjee do
    Dear members forex trading main trading k bahut ziada option mojood hain k kaisy trading ki jay ,to sab sy pehly main apko bta doo k manual trading hoti kia hy manual trading wo hoti hy jo ap khud krty ho aur machine trading wo hoti hy jo robot sy krty hain ,to main ap sy yehi request kroo ga k manual trading kia kro robots sy trading ni kia kro ,manual trading main ap ko asal trading ka experience ho ga aur ap aik kamyab trader ban sako gy
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Forex trading main trading robot sy krna sahee ni hy ,manual trading main hi ap aik kamyab trader bn sakty ho aur jo log robots k zareey trading krty hain un ki earning continue ni rehti aur manual trading kerny wala trader bahut ziada forex trading ka knowledge aur experience seekhta hy aur aur aik time aata hy to k kisi bi robot jaisi short cut ka kbi bi ni sochta kio k wo forex trading ko mokamml seekh chuka hota hy
    • #3 Collapse

      bilkul manual trading khus chalti rahti h jis pr ap ku baar baar trding dekhne ki zrorat nhi parhti aur ap be fikar hu kr trd kr skte he.
      • #4 Collapse

        Dear forex members ager aap ne forex trading ko long term chalana hai aur iss main profit earn kerna hai to yeh bohat zaruri hai k aap kabhi bhi robot ka sahara na lain hamaisha apni salahiyat pay aitmaad kerain ager start main ap ko loss bhi hota hai to koi baat nahi aap apna lot size chota rekh k kaam kero 0.01 iss se aap ko ye faida ho ga k aap ka account wash nahi hoga aur aap long time tak trade kero gay iss liye hamaisha manual trading kero aur expert ban jao.
        • #5 Collapse

          Asalam u Alikum
          Saahi keh raahy ho bhai sab insan k mind ka khail hai robot trading aisy jowy jaisa hai jaisy 99% haar aur 1% jeet aur usy aap ka time tu bach jaay ga lykin aapko experience nahi hoga k aap real money trading main loss ka samna keraingy
          Is ly bhai best hai k aap manual trading kerian
          • #6 Collapse

            trade main kam karty hain to is main hard work karna ho ga kun kay hard work karty hain to kuch achi earning hasil ho sakti hay demo ko use karty hain to is main kafi mehnat say kam karna ho ga kun kay lain dain karny kay liye humain is main kafi mehnat say kam karna ho ga khud trade karna best hota hay
            • #7 Collapse

              G friend, bilkul thk kaha hay ap nay...hamain hamesha manual trading hi karni chaheay...q robot trading say loss k chances zayada hotay hain specially jab koi news market ki affect karti hay...es leay hamain manual trading hi karni chaheay es say hamara trading ka experience bi increase hota jaey ga.
              • #8 Collapse

                jee apki baat sahi hay forex trading main agar hum khud trading karen gay to he hum market main achi earning kar sakty hay kyun keh manual trading karna ziada behtar hay aur hum market kay bary main sahi say analsys kar sakty hay aur humay chahiye keh esmain robot kay chakar main na pary
                • #9 Collapse

                  market main manula trade karna ziada best hota hay arg hum is main robot trade karty hain to kam karny main kafi risk hota hay is main aik programm feed karna hota hay jis ki help say humain market main khud hi order open hota hay or khid close hohta hay humain hard work kar kay achy say kam karna ho ga
                  ᴍᴇʀɪ ᴘᴏsᴛs ᴋᴏ тнαикѕ ᴢᴀʀᴏᴏʀ ᴋᴀʀᴇɴ
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    agar hum khud trading karen gay to hum market main bohat achi earning kar sakty hay aur humay chahiye keh auto trading waly chakar main na pary kyun keh usmain sure nahi hota keh earn he karen gay keh nahi usmain loss ka chance ziada ho jata hay humay khud he trading karni chahiye

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X