Stop loss kitni limit p lagaya jata hy.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Stop loss kitni limit p lagaya jata hy.
    Bahut ziada members is confusion main hoty hain k stop loss kis point p lagaya jay to mai unko sj yeh batana chahta hon k jab bi ap forex trading main trading kro to aik to stop loss must lagao aur stop loss lagao kahan ,agar ap ny trade open ki 0.01 lot size sy to ap kem sy kem ten pips ki limit rakh k stop loss laga do ,matlab jo bi ap trde open kro gy ap 10 % k hisab stop loss laga lia kro ,is sy apka account maximum safe rahy ga
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Stop loss lagana bahut ziada important hy forex trading main trading k doran kio k yeh aik qisam ki safety samji jati hy ap k account ki ,aur doosra ap ny achi information di hy k ten percent ki limit p stop loss laga dena chahiy baqi her traders apny hisab sy stop loss laga deta hy annaylsis kerny k bad ,to ap jitni bi limit p stop loss lagao per lagao lazmi kio k yeh chhoti chhoti cheezain hain jin ko ap follow kr k forex trading main kamyab ho sakty ho
    • #3 Collapse

      stop loss ko use karty hain to is main aik limit mil jati hay kay is say ziada humain loss nai hota hay agr hum is main kam karna cahhty hain to trade main achi earning hasil ho sakti hay magr take profit ka use b karna zrori hoti hay jis trade stop loss main loss ki limit mil jati hay usi tara take profit main b mil jati hay
      • #4 Collapse

        agar hum market ka theak say analysis karen gay to he hum market main bohat achi ho sakti hay es business main stop loss bhi theak say use karna chahiye kyun keh agar hum sahi say esko use karen gay to he hum market main achi earning kar sakty hay aur esmain loss ka risk kam hota hay
        • #5 Collapse

          hum is main stop loss ko b use kar sakaty hain kun kay hum jab market main kam karty hain to loss b hota hay or is mainprofit b hota hay agr ziada profit hasil karna hay to is main take profit ko use karna ho ga kun kay is main profit hasil karny kay limit mil jati hay is kay sath sath stop loss ko mt bohla kun lay risk hota hay
          ᴍᴇʀɪ ᴘᴏsᴛs ᴋᴏ тнαикѕ ᴢᴀʀᴏᴏʀ ᴋᴀʀᴇɴ
          • #6 Collapse

            wesy main stop loss use nhe karti ho agar 500usd ka account hain and 0.05 ki lot lagi hain tu mujhy kabi b nhe lagta hain k account wash ho jyga aap khud b try kar skte hain par jo log scapling karte hain tu vo lazmi sl use karte hain qk unki big lots hoti hain anad mere khayal say unko forex kafi achi aati hain stop loss agar gahlat price pay b lagai hoo tu mere khayal say aaap account is tara b wash kar skte hain qk main ne dekha small small stop aap rakh lete hain tu is say balance kam hota jata hain and accoutn wash
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #7 Collapse

              agar hum stop loss ko use karty huway trading karen gay to humari trading safe ho sakti hay kyun keh market jab aik side ko move karna shuru karti hay to move karti he rehti hay humay chahiye keh esmain stop loss ko use karty huway he trade karen tab he humari trading achi ho sakti hay

              اب آن لائن

              Working...
              X