Kem balance sy trading krna bi apko trading ki skills sikhata hy.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Kem balance sy trading krna bi apko trading ki skills sikhata hy.
    Dosto her koi yeh kehta hy k forex trading main trading k liy ap k pas ziada sy ziada balance hona chahiy per main aj yeh kahoo ga k agar ap k pas balance km hy account main aur ap sincere hain forex trading k business sy to ap jitni ziada care trading main kro gy utna ap trading main expert bnty jao gy kio k ap koi aisa qadam ni uthao gy jis sy ap ko.loss ka samna krna pery to mery khial main kem balance sy bi trading ki skills seekhi ja sakti hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    g dost apki baat bilkul sahi hy keun k kam balance k sath trading mushkil hoti hy aur uss mein survive krty huye trading krna mushkil hota hy is liey jo log kam balance k sath trading krna jaanty hain wohi asal traders hain
    • #3 Collapse

      kam ballance mein apko sekhny k lye bhot kuch mil jata hy ham marke pe zyada tawa dety hen k kahen account wash na ho jy.jis se market movement ki sahee observation hoti hy .aur big dijits mein ham kam size ki lot slect kar k zyada tawaja nhe dety.
      • #4 Collapse

        yed dear men ap ki bat sey agree kerta hn kih aksra traders apni trading kerny k lye over balance account men rakh ker trading kerty hen or is sey wo loss sey bhi bach sakty hen is lye wo tarders bhi hen jink accounts men balance kam hota hy or wo achey tareky sey trading kar rahy hen is lye wo tarders hi bht good hen ta kih agar loss hoga un ko to un ko itna zayada nuksan nh ho ga.....
        • #5 Collapse

          Bilkul g ap sy agree hon main k forex trading main trading k liy agar account main balance kem ho ga to ap trading bahut ziada care k sath kro gy aur her wo step seekho gy jo is business k liy lazmi hy kio k koi bi yeh ni chahta k us ka balance zaia ho chahy ziada ho ya km ho ,to mery khial main yeh bi aik bahut zabardst option hy forex trading ko seekhny k liy k kem balance sy trading bahut care sy kerna
          • #6 Collapse

            Dear es baat mai koi do raye nhn hain k insaan osii waqt cheez ko seekhta hai jab wo khud os cheez ko apne liye sahii aur smjh k kare agar ap ye smjhte ain k ap forex ko aik din mai seekh k earning kare lo gy tu ye ap ghalt sochte ho es k liye ap ko na sirf smjhna ho ga bal k sath sath apnii earning ko b behtar karna ho ga tab he ap apnii life ko mazeed behtar kar k achii zindagii guzaar skte hian lekin baat woi hai skilss mehnat se aati hain aur wo ap ki practice pe he depend karti hai soo ap ko aysa he karna ho gawarna ap ko kch hasil nhn hone wala...
            • #7 Collapse

              اصل پيغام ارسال کردہ از: Phooljan پيغام ديکھيے
              Dosto her koi yeh kehta hy k forex trading main trading k liy ap k pas ziada sy ziada balance hona chahiy per main aj yeh kahoo ga k agar ap k pas balance km hy account main aur ap sincere hain forex trading k business sy to ap jitni ziada care trading main kro gy utna ap trading main expert bnty jao gy kio k ap koi aisa qadam ni uthao gy jis sy ap ko.loss ka samna krna pery to mery khial main kem balance sy bi trading ki skills seekhi ja sakti hain
              Khammam balance sheet reading Kar Ke Hum acche traders one sucking Kyunki Jab Hamare Paas balance kam hoga toh Hame Pata Hoga Ke Humne ESI balance main apne account ko manage karna hai tab Hum Soch Samajh Kar trading Karenge aur achi trading bhi kar Sakenge
              • #8 Collapse

                yes dear men ap ki bat sy agree kerta hn kih jo traders hen un k accounts men agar balance kam hoga to ap is sey wo achi tarha trading ker sakty hen or agar in traders ko is men loss ay ga to un ko zayada nuksan nh hoga or wo sab kuch achi tarha trading ker key achi earning ker sakty hen..............
                • #9 Collapse

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: Phooljan پيغام ديکھيے
                  Dosto her koi yeh kehta hy k forex trading main trading k liy ap k pas ziada sy ziada balance hona chahiy per main aj yeh kahoo ga k agar ap k pas balance km hy account main aur ap sincere hain forex trading k business sy to ap jitni ziada care trading main kro gy utna ap trading main expert bnty jao gy kio k ap koi aisa qadam ni uthao gy jis sy ap ko.loss ka samna krna pery to mery khial main kem balance sy bi trading ki skills seekhi ja sakti hain
                  Mere Aansuon Mein Thode balance is a trading karna kuch accha nahi hai you Ke Jab aapke paas margin bahut kam hoga toh aap acche paise nahi kar Sakenge aur aap dandar correct reading Karenge jisse aapko profit ke Baje Los hi hoga
                  FRD 07 TRADING JOURNAL
                  • #10 Collapse

                    jab hum balnce ka use karty hain to is main kam karny kay liye kafi mehnat say kam karna ho ga ta kay trade main achi earning hasil ho sakay low risk main trade karty hain to humain loss km ho ga magr humain skills ko improve kar kay kam karna hoga ta kay trade main kam karna or is main nstay karna asan ho sakay
                    • #11 Collapse

                      agar humara tradding experince kam hay to humay chahiye keh demo account par trading ki practice karni chahiye kyun keh ziada say ziada practice karnay say he hum market main achi earning kar sakty hay aur safe earning kar sakty hay es business main khoob mehnat karni chahiye tba hse safe reh sakty hay
                      • #12 Collapse

                        market main kam karna hay to is mai nziada aca balnce rakh kar kam karna best hota hay kun kay jab b hum kam karty hain to is kay liye humain mehnat karna hoti hay kun kay skills ki base say hi humain market main kam karna ho ga ta kay trade main kam karna humary liye asan ho sakay loss km say km ho
                        ᴍᴇʀɪ ᴘᴏsᴛs ᴋᴏ тнαикѕ ᴢᴀʀᴏᴏʀ ᴋᴀʀᴇɴ
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          agar humary pass kam balance hay to humay chahiye keh es balance ko manage kar kay trading karen money management kar kay he trading karnay main faida hota hay tab he hum market main achi earning kar sakty hay es business main khoob mehnat karni chahiye tab he safe reh sakty hay

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X