Set daily or weekly tasks

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Tasks/goal are the needs of any business. Agr insan ek task bana le tou usse chahye k woh poora kare. For e.g agr ap yeh task banalo k mujhy cricket seekhna hain tou ap phir apni poori jaan lagado usko seekhne mein. Yahen business karne ka tariqa hain k insan ko task bnaane chahy aur us par ammaal kar ke usko poora karne ki koshish kare aur apni poori jaan laga dale.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      target set krne se pehle ap apna experience bi zaror consider kre kyo ke without experience agr ap high target set kr rahe hai tu yeh unrealistic hai aur is ka nuksaan bi hai is lye realistic targets ko hi consider krte rahe ap aur us mein jitna profit ap earn kr sakhte hai wo hi sahe hai kum se kum ap losses nhn krte rahenge
      • #18 Collapse

        Divide the tasks with application regarding chunks
        • #19 Collapse

          dear friend har trader ka apna apna weekly daily task hota hai.har trader ap task ka mutabik kaam karta hai.ek successfull trader ke nashine be hai ka apna task ka matabik kaam karay.
          • #20 Collapse

            good planing is the key of succes is me ap ki is bat itafaq karta ho aur k hum apne roz k aur monthly task bana la ne chaye is hum ko kam karne asani ho gi aur zaiyada profit gain kar sakty hai
            • #21 Collapse

              ji han mere dost aap nay buhat useful advice di hay har banday ko chhotay goals aur tasks apnay lie set karnay chahye taakay woh unko achieve karsakay, greedy hokar ek dum say baray tasks nahy set karne chahye
              • #22 Collapse

                forex aham hai aur es ko as a business aur daily bases pe karo so ap ko profit ho sakay weeklay pe karna tu bohat pechay reh jao gay es trading mai meray tu 2 din bari mushkal se gusartay hai jab markets close hoti hai
                • #23 Collapse

                  mere khayal se forex posting me apko daily ka traget set karana chyea kyun ke agar ap daily ka target set karte hain toh apka focus rehta ahi or kam ka burden kam hojata hai balke kam bhi jaldi hota hai
                   
                  • #24 Collapse

                    forex ek aesa kaam hai jiss me aap jitna zyada target set karo gay aap ko utna he zyada yaha pay kaam karnay ka moka mile ga aur ap ko yaha pay is kaam ko seekhnac ahhye ta k aap ko kum loss ho.
                    • #25 Collapse

                      Agar ham trading kartay hoay apna weekly tasks sat karain to ham zayada achay trekay say trading kar saktayhain or is main bahter trekay say apnay profit ko sat b kar saktayhain or is ko lay kar manage b kar saktayhain .
                      • #26 Collapse

                        Assalam o alikum ji janab baat ye hay kay forex trading main aap ko chaheye kay apnay daily kay ya weekly kay task set karen aur phir un tasks ko monitor karen kay wo poray horay hain ya nahe. tab jakar aap ko apni performance pata chalegi
                        • #27 Collapse

                          Je han humen apny task complete karny chahyen . Khas tor per jab hum apna work incomplete karty hen to na sirf hamen loss hota hy bal k hamen next task karny ka moqa bhi nahi milta hy.
                          • #28 Collapse

                            ok sir trading kiya karey is se ap ke ek schedule bun jata jis se ap ko issue nahi hotey or sochna bhi nahi parta hai kab trading kerni hai. ;;;;;;;;;;
                            • #29 Collapse

                              Pakistan forex forum ho ya forex trading hamen hamesha planing kar ke aur target muqarrar kr ke work karen aur over target kabhi bhi work na karen jb bhi target hasil o jae work stop kr den.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Dividing you're tasks into chunks makes life seem more manageable. Pile all tasks into one task and you will have a heavy mental burden to handle.
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X