Lot size ki selection kese ki jay

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Lot size ki selection kese ki jay
    Members aap jiss pair pe trade open krna chah chah rhe hain aap uss pair k spread ko dekhen iske baad uss pair k liye jo marjin darkaar ho aap usko dekhen iske baad agar aap new hain to aap aisi lot ko put kren jis se agar aapko trading men liss bhi hota hai to aapka total loss apke balance k 1 aik percent hi banne ta k agar aap uss loss ko recover krna chahen to aap easily recover kr saken agar aap iss method se lot size ko apply kren ge to aap kafi had tak successful ho sakte hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Well bro aap ne kafi explain ki hai aur main aapki lot size ka bare men ye explain read kr k kafi motasir hua hoon agar ham aise hi one percent loss ka formula apnate hite apne account ko run kren to mere khaykah men hamen trading se kabhi loss bhi na ho hamen aise ho formula ko use kr k apni trades ko aage barhana hai ta k ham trading se achi earnings k sath sath apne account ko bhi save rakh saken jab tak ham apne account ko safe ni rakhen ge ham uss waqt tak kamyab ni honge so koshish kren k ziada se ziada apne account ko safe kr saken issi baat men hamari success hai
    • #3 Collapse

      Janab ap ny achi suggestion de hy lot size k bary ma lot size ka trading ma bara ahm kirdar hy kiun agar lot size sahe na select koya ho to ye hamry liye bohat bary nuqsan ka bais b ban jata hy is loye hamen chaye k ham munasib lot size select karen specially new traders ko is pa khasoosi tawaju deni chaye
      • #4 Collapse

        Bilkul apny thk kha hy k trading krty waqt jis pair py trade lgani hh us k threads chek kren us k bad lot size rakhain or us me apka margin level mutasir na ho or jo forex me nay hyn unko mra ye mahwra hy k wo traed krty hoy lot size kam hi rakhain k nuqsan ki sorat me apka account wash na ho
        • #5 Collapse

          Well app sub sy agree kerta hon bhai sahee lot size select kerna bahoot important hy , account balance k hisab sy lot size select kerna zarori hy takeh app ko loss ki suraat main account wash na ho, 100 $ k account balance pe 0.01 ki lot lagay
          • #6 Collapse

            dear friend mein ap ki bat suy bilkul agree krta hon k hamein hamaro trade mein lot size ki selection kar leni chaheye , Q k ye aik online business ha jis mein markeet kabhi loss to kabhi profit deti rehti ha , hamein lot size apny bonus ko dekh kkr rakhna chaheye , agar hum lalach kar ky lot size ziada rakhty hein aur markeet loss mein chali jati ha to hum apna account wash kar baithty hein .
            • #7 Collapse

              اصل پيغام ارسال کردہ از: Mianwali پيغام ديکھيے
              Members aap jiss pair pe trade open krna chah chah rhe hain aap uss pair k spread ko dekhen iske baad uss pair k liye jo marjin darkaar ho aap usko dekhen iske baad agar aap new hain to aap aisi lot ko put kren jis se agar aapko trading men liss bhi hota hai to aapka total loss apke balance k 1 aik percent hi banne ta k agar aap uss loss ko recover krna chahen to aap easily recover kr saken agar aap iss method se lot size ko apply kren ge to aap kafi had tak successful ho sakte hain
              motorcycle connection has ke liye Jaroori have you tried to Apne trade balance kuch percent he invested in your Mercy Danish Aise Bhi Chod De agar aap
              FRD 07 TRADING JOURNAL
              • #8 Collapse

                Jee bhai ap nay lot open karny ka bohat acha triqa btaya hai jab bhi trade open karain first to ap pair ky analysis karain us k bad ap pair ka spread aur lot k liye margin check karain than jo trade put karain gy uski lengh yani ye check krain k wo long time run na kary profit py soon close ho sky bs yae chezain trade karty wqt note ki jati hain
                • #9 Collapse

                  Dear main aap ki baat sa agree karta hoon aur ya maray laya be aak new information thi k 1% lose k hasab sa lot open karan kyun k lot size trade main bhot importance rakh ti hay lot size aap money managment k hasab sa laga hain gay tak lose ki soorat main account wash na ho
                  • #10 Collapse

                    Zabardast info share ki ha ap ney humy chaiye hum jab b trade karen apnay volume ko set ker len jis pair pe trade kernay jarahay hain humey oski pehlay sab info dekh len ye traders k liye zaroori ha k margin kitna ha pair ka humey spread kitna charge hoga margin kitna lagay ga humari lot ka takay agar ap ko loss b ho ap usko asaani se recover karen ap ka agar kam balance ho tou minimum lot size ka volume lagain
                    :p Yes You Can Do :p
                    Honesty + Sincerity = Prosperity
                    • #11 Collapse

                      Exactly lot size ka fix kerna bohat zaroori ha new traders ko lot laganay se pehle calculation kerni chaiye k jis pair pe ma trade kerunga loss kitna face kruga aur profit kitna luga sab cheezen usko pehle dekhni chaiye k balance kitna ha margin lot open kernay pe kitna use hoga takay usay loss ho b jay tou osko recover kasay kerna sab wo pehle se fix ker sakta ha
                      • #12 Collapse

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: Mianwali پيغام ديکھيے
                        Members aap jiss pair pe trade open krna chah chah rhe hain aap uss pair k spread ko dekhen iske baad uss pair k liye jo marjin darkaar ho aap usko dekhen iske baad agar aap new hain to aap aisi lot ko put kren jis se agar aapko trading men liss bhi hota hai to aapka total loss apke balance k 1 aik percent hi banne ta k agar aap uss loss ko recover krna chahen to aap easily recover kr saken agar aap iss method se lot size ko apply kren ge to aap kafi had tak successful ho sakte hain
                        Trading karte ho a lot seismometer karta hai agar humne Jyada Bada lot size ki trade Laga De Do Hame nuksaan ho sakta hai aur Hamara account bahut jaldi was so sakta hai isliye lot size Hamesha Soch Samajh Kar Lagana chahiye
                        • #13 Collapse

                          ap koi b meta trader ka software use kr lain wahan pr jab b ham new order mai jatay hainn to phir wahan pr sell aur buy ka option hota hay ap wahan pr say lot size change kr skty hain meta trader mai lot size 0.01 say lay kar 10 tak b hota hay aur iss say zeada b hota hay ye sab leverage pr depend krta hay k wo order lagta hay ya nahe wahan par agar money zeada na ho to not enough money ka message a jata hay
                          • #14 Collapse

                            g bhai ap ne bilkul thek kaha hai forex me lot size ki selection aik boht he main point hai jo log new members hain forex me un ko chahye k wo lot size 1.6 rakh kar trading karain es k lye ap ko zyada loss ka samna nhi karna pary ga long term trading karni chahye or lot size low rakh kar kam karain or jo log experienced hain experts hain wo lot size zyada rakh kar trading ka risk ly sakty hain unko profit b acha ho jata hai
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Dear members lot size ki selection aik basic chiz hai jis ki base pay aap ki trade chalti hai. Lot size hamaisha apny capital ko dekhty hue rekhna chahiye aur lot size depend kerta hai keh aap ka experience kitna hai kia aap loss hony ki soorat main uss ko recover bhi ker sakty hain ya nahi. New traders ko kabhi bhi lalach nahi kerna chahiye aur apna lot size hamaisha 0.01 rekhain iss se wo long term trading ker sakain gay aur unka experience berrhta rehy ga otherwise wo apna account wash kerwa k mayoos ho jayen gay.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X