Forex business main basic technical annaylis indicator
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex business main basic technical annaylis indicator
    Dear jab bhi aap basic technical annaylis karain .
    Apnay insta forex bonus account per to aap ko aik bat ka khial rakhna chiay or wo hai.
    Kay trend line
    Trend chanel
    Support Or resistance kay sat sat aap ko stochastic indicator lagana chiay is kay momentum ko daikh kar resistance ya support area per trading karain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dear trading men indicator hamare liye helpful zarur hote hain but jahan tak mera khayal hai hamen apni trades ko indicator pe ni chorna chahiye hamen trading apne analysis se hi krni chahiye ham tab hi trading men apna experience banaen ge aur ham professional trader bn saken ge agar ham koi indicator use krte bhi hain to hamen iski value ka pta hona bahot zaruri hai
    • #3 Collapse

      Gee bhai aap ne bilkul theek kaha haiaur jab aap analysis karain tou yeh dekhain kay agar stochastic indicator aur RSI aap ko aik hi qism ki same indication dae rahay hain tou aap uss indication per trade laga saktay hain aap ko profit hi ho ga
      • #4 Collapse

        bahi indicator muhktalaf kisam ka hain ya nahi ka ap ki bat theahk nahi ap bi theak kah raha hian laken mara saman sab s eazy or best indicator RSI ka hai kiun ka RSI ki movement 30 or 70 tk hoti hai up s sell lagian mean 70 sa sell lagian or 30 or s buy karain tu kafi fida hota hai center mai trade mat lagian kiun ka market still hoti hai pata nahi hota kis taraf jaya gi loss ho sakt hai
        • #5 Collapse

          Yes of course forex trading main jo best technical indicator hai. Aap ko bhi pata hona chiay kay ye indicator sirf hamain basic technical Annaylis per use karna chiay stoch histolic kafi achi divergence or momentum ko show karta hai.
          Hamain chiay hota hai kay jab bhi ham trading karain apnay Annaylis achay rakhain. Or stochhistolic ki different setting kar kay hamain trading practice karni chiay apnay insta forex bonus account per
          • #6 Collapse

            اصل پيغام ارسال کردہ از: safi0334 پيغام ديکھيے
            Dear jab bhi aap basic technical annaylis karain .
            Apnay insta forex bonus account per to aap ko aik bat ka khial rakhna chiay or wo hai.
            Kay trend line
            Trend chanel
            Support Or resistance kay sat sat aap ko stochastic indicator lagana chiay is kay momentum ko daikh kar resistance ya support area per trading karain
            Forex trading McAfee sorry indicated Sahan Jin Ko Dekhkar Hum information Le sakte hain K Market trend Kya Hoga lekin koi bhi indicator hundred percent right nahi hota
            FRD 07 TRADING JOURNAL
            • #7 Collapse

              Gee bhai aap ki baat bilkul theek hai hum jub bhi kisi currency ya metal ki market ka analysis karny lagain tou humain tamam indicatorsmko bhi apnay analysis mein shmil karna chahye iss se humaray analysis ki quality barhay gi aur hum aik acha analysis kar kay bahut acha profut hasil kr sktay hain
              • #8 Collapse

                forex trading main jub hum tehnical nalsye ko use kar k trading karty hain tu hmain os main profit acha mil jata hai or hmain apni trading main jo indicatrs ko use karna chhyae wo bhi hum achi trah use kar skty hain es liye hmain apny tehnical nalyses ko use karty howe trading karni chhyae
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  agar hum esmain theak say analysis karen gay to he humari trading achi aur behtreen ho sakti hay es business main khoob time daina chahiye kyun keh time dai kar learning kar kay trading karnay main he faida hota hay es business main humay lalach bhi nahi karna chahiye analysis kar kay he kam karna chahiye

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X