forex difficult business hai ya nahi

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    forex difficult business hai ya nahi
    bohot log forex ko difficult business samajta hain jis waja s wo forex ko chor bi data hain mara kahyal mai tu forex difficult hai business hai 20% chances profit ka or 80% loss ka hota hain ap log kia kahta hian
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    G bahi forex ak bohot difficult business hai kiun ka is mai bohot mahnat krni pahrti hai warna loss ka chances zyda hain forex mai ko aksar members chor chuka hain isi waja s ka ya ak bohot difficult business hai tu is ko easy krna kq lia mahnat katan learn karan ta ka ap ko best result milain
    • #3 Collapse

      Dear ap ki bat bilkul thk hy ke forex aik bahut hi difficult buisness hy is main kamyab hony ke liy ap ko bahut ziada mehnat chay, struggle chay hardwork chay, lkn koi kam aisa ni ke jo insan ker na saky, forex trading ko kerny waly subh insan hi hen, ager hum aik discipline ke sath chlin aur consistency rakhin to forex ap ke liy easy ho jai ga
      • #4 Collapse

        dear friend ap ki bat ky ap ki bat sahi ha k aksar log forex chor jaty haiin Q k un ko loss ka samna ho jata ha , dear friends forex aik bhut acha online business ha jis mein hum asani sy earning kar skty hein lakin ye us waqt mumkin ha jub hum is ky bary mein knowledge hasil karty hein aur experience acha banaty hein , aur trade karny sy pehly demo par practice karty hein , isi soorat mein hamein hamari trade bhut acha profit dy jati ha .
        • #5 Collapse

          bohat acha sawal ha ager hum ghore sa daaka to forex ak bohat mushkil business ha q ka first of all hum ko 2 ya 3 month posting karni hoge per us ka baad hum ko demo account pa experience increase karna ka leya praticies karni hoge per hum ko real account pa achi earning ho ge warna hum ko loss he hota raha ga ager hum demo account pa particies nhi karta ha...........
          • #6 Collapse

            اصل پيغام ارسال کردہ از: sehammalik پيغام ديکھيے
            bohot log forex ko difficult business samajta hain jis waja s wo forex ko chor bi data hain mara kahyal mai tu forex difficult hai business hai 20% chances profit ka or 80% loss ka hota hain ap log kia kahta hian
            Jab traders new Forex trading Nee Ente hote hain toh unko Forex trading difficult lagti hai aur yeh difficult business bhi hai lekin Jaise Jaise trailers ki information or experience Bata Jata Hai traded successful Hote Jaate Hain aur unke liye trading karna Ehsan ho jata hai
            • #7 Collapse

              اصل پيغام ارسال کردہ از: sehammalik پيغام ديکھيے
              bohot log forex ko difficult business samajta hain jis waja s wo forex ko chor bi data hain mara kahyal mai tu forex difficult hai business hai 20% chances profit ka or 80% loss ka hota hain ap log kia kahta hian
              Forex trading in difficult business or it may be no hard working gear Koi be successful nahi ho sakta Ye hi Wajah AK Forex trading by 90% traders is success unsuccessful Hote Hai or 10% traders successful with his email with RK Forex trading it difficult business hai
              FRD 07 TRADING JOURNAL
              • #8 Collapse

                forex trading aik difficult busness hai nahi maghr log es ko difficult bna lety hain q k es ki yah wjah hoti hai k wo apni trading main seroious nahi lety hain jis ki wjahs e un ko yah kafi difficult lgta hai maghr aik time main forex trading ka knowledge gain hony se hmain yah easy lagny lag jati hai es liye es main jitna hum intrest ly kar trading karengy otna he jaldi kmayb honugy
                • #9 Collapse

                  forex trading ko agar hum bina seekh run karen gay to hum market main achi earning nahi kar sakty ulta humay market main loss he hota hay so humay chahiye keh forex trading main khoob seekh kar money managemnet karty huway he kam karen tab he humari trading achi aur behtreen ho sakti hay
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    without learning trading dificult ha
                    dear agr ap trading bina kisi learning knowledge and demo practice kay sath karo ga or ap yeh apnay mind se sochoo gay kay just buy sell kar kay ap acha profit earn kar saktay hain to aisay traders kay liey forex aik bohat dificult business sabit ho ga ku kay un kay pass forex ka exprience nehi ho ga or wo tukay par trading karay gay jo mushkil kam ha
                    learning and exprience se forex ko easy banaya ja sakta ha
                    dear agr forex ko ap step by step learning kar kay or demo account se practice kar kay exprience gain karay to ap forex ko bohat easy bana saktay hain or ap ka market me analysis karna b easy ho jaey gi

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X