Loss teaches u how to get profit next
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Loss teaches u how to get profit next
    Jasa k ap sab jantey hain loss kisi b karobaar mei hota ha aik part ha business ka profit loss dono part hain forex mei so maine ye observe keya ha aur experts b kehtay hain loss sey worry honay ki zaroorat nai hoti ha kyon k loss ap ko lesson deta ha aur aik aqalmand wohi hota ha jo loss se apni trading ko next k liye improve kerta ha loss honay ki mistakes talaash krk unko best keeta ha then sure next wo profit pe hota ha
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Well g aap baja farma rhe ho jab hamen loss hota hai hamen tab hi pta chalta hai k hamen ye loss q ho rha hai isliye hamen loss se jahan pe hamara nuqsan hota hai wahen pe hamen trading ko sekhne k liye aik acha moaqa bhi mill jata hai isliye pehle trading ko sekha jay then entry leni chahiye loss hamen se ham kafi acha sekh lete hain
    • #3 Collapse

      Loss se bilkul humey seekhnay ko milta ha lesson milta ha k next humey ye mistakes repeat nai kerni aik best trader wohi hota ha jo aik bar jo mistake kerley onko note ker leta ha aur apni trading mei onko recall nai kerta ha agr ap best trading chahtay hain ap apni ghaltiyon se seekhen takay jab ap ghaltiyan nai keran gay same repeat nai karen gay ap ki trading mei behtri hogi aur ap ki skills ap ki planning b tabhi sahe kaam kerti ha jab ap mistakes ko control kertay hain then sure next ap best profit mei hotey hain
      :p Yes You Can Do :p
      Honesty + Sincerity = Prosperity
      • #4 Collapse

        margin or forex loss crypto se zaida khatarnaak hai idhar forex soch samjh kar karny chain loss main honay wali galtio ko khatam karna chain tab hi hum acha profit kama sakte hai jab k crypto main hum simple buy sell karte hai udhar account wash nai hota balance kam zaroor hota hai sabar kare gai to account b recover ho jay ga but forex account wash kar daity hai
        • #5 Collapse

          Jee bhai aisa he hai loss hmara best teacher hai is say lesson lena chahiye jab ham loss krty hain to sochty hain k kahin trade k analysis k doran ya trade put karty doran koe mistake hogae hai phr hmain chahiye kay us mistake ko correct karain taky next mistake se bach sakain aik acha trader voe hota hai jo mistake hony par us ko darust karta hai aur wo mehnat jari rakhta hai tabi wo kamyab hota hai
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #6 Collapse

            Ji haan janab bilkul theek baat hai jaise baqi business main hum loss se seekhte hain aise hi hum forex main bhi loss se boht kuch seekhte hain aur next time achi si mahnat kar ke successful traders bante hain aur achi earning karte hain

            اب آن لائن

            Working...
            X