Why usd is major curruncy in forex????

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Why usd is major curruncy in forex????
    Dear member mera aap sb say yeah sawal hai k log major pair usko boltay hain jin main aik curruncy usd ho hum usd ko hi major curruncy q samajhtay haim aur log is main trading ko tarjih q detay hain q k doosray mulk bhi hain jo k kaafi taraqi yafta hain hum unki curruncy ko major q ni boltay....
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    USD currency sirf forex main hey major nahen hai balkay har karobari zindage main major hai jaisay English language major language hai. dunya ko aik major currency chaye they karbar kay lea so USD strong reflection rakhnay key waja say major hai
    • #3 Collapse

      Bhai g forex business main major pairs per trading ka ye faida hota hy kay us ki movement zara fast hoti hy aur us kay analysis bhi boht easily mil jaty hein major pairs per trading ka trend ban chuka hy jo bhi junior member aata hy wo kisi major pair ko hi choose karta hy..
      THKS
      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
      • #4 Collapse

        G han jnb aap nain aik acha sawal kiya hai jnb duniya main is waqat jo maximum curruncy use ho rahi hai woh usd hi hai q k yeah aik barhay mulk ki curruncy hai lehaza yeah ziada tar stable hi rehti hai aur koi ghalat movement ni jarti is liye log isko ziada prefer kartay hain

        اب آن لائن

        Working...
        X