Dear dosto mera aap sb say yeah sawal hai k kisi bhi mulk ki curruncy ko stable rakhnain k liye bank kis tarah kaam kartay hain agar kisi mulk ki curruncy musalsal gir rahi hai to iski kia wajah hai aur isko stable rakhnain k liye kia cheez bht zaroori hai ...
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим