Ever you think about your weak points in forex ?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Ever you think about your weak points in forex ?
    Dear members bohat ziada zaroori ha ap dekho k ap trading mei kya theek jarahay ho sirf market ko analyz kernay ka faida nai hota sometime ap ko zarporat hoti ha k ap dekho k ap loss kyun ker rahey ho ap ko khod ko analyz kernay ki zaroorat hoti ha ap k weak points kya hain unko note kerna then onko improve kernay ye success kintaraf barhnay k steps hotey hain inkay bagair success gain kerna bohat he mushkil hota ha
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Trading men hamen apne week point ko janna bahot zaruri hai jab tak ham apne week points ko trading se door kren ge ham uss waqt tak trading se profit ni bna sakte hain isliye hamen apne week point ko practice krna chahiye ta k ham apni trading men best profit bna saken hamen trading se apne week points ko khatam krna hai
    • #3 Collapse

      Hum aksar yehi hota ha trade pe trade kerna chatey hain apnay weak points ki taraf koi tawajah he nai hoti ha jab k humey ye maloom hona chaiye k agar kisi trader ko loss hota ha tou osko jis cheez ki must zaroorat ha k wo khud ko judge karey k why osko loss hoaraha oski mistakes kya hain weak points kya hain jo loss ka sabab baney hain agar unpe control keya jay improve keya jay tab sabi achi trading ki taraf jayen gay
      :p Yes You Can Do :p
      Honesty + Sincerity = Prosperity
      • #4 Collapse

        G han ap ki bat bilkul theek hay k humain forex trading main agar bar bar loss hota hay tou humain cahiay k hum is cheez ko follow kare k humain loss kis wajha se ho raha hay aur hum se kidar kya mistake hi rai hay jo hum bar bar loss karte hay ayr un week pointes ko follow kar k dor karne ki kosish kare aur analyze kare take hum theek se market ko dekh sake aur apni mistakes ko bhi dor kare take next hum kisi kisam k loss se bach sake aur koi loss na ho again humse
        • #5 Collapse

          اصل پيغام ارسال کردہ از: murtaza ahmed پيغام ديکھيے
          Dear members bohat ziada zaroori ha ap dekho k ap trading mei kya theek jarahay ho sirf market ko analyz kernay ka faida nai hota sometime ap ko zarporat hoti ha k ap dekho k ap loss kyun ker rahey ho ap ko khod ko analyz kernay ki zaroorat hoti ha ap k weak points kya hain unko note kerna then onko improve kernay ye success kintaraf barhnay k steps hotey hain inkay bagair success gain kerna bohat he mushkil hota ha
          Traders go jump trading karte ho a loss ho toh unko apni mistake ko yaad rakhna chahiye aur dobara us mistake Ko Nahi batana chahiye Kyunki Agar wo apni mistake baar baar baar Aate Rahenge toh unko loss hi hoga
          • #6 Collapse

            ​dear ap ne bahut ashyashy bat ki hy her trader ko chay ke wo apny trading ke duran apny week point ko note kerta jai aur again in week points ko remove krey ager ap ye strategy apnain ge to ap ki trading skills main improvement aye ge
            Signature removed by moderator
            • #7 Collapse

              Forex trading main apny ap ko chak bhi krna chaye k ap se kia mistack ho rahi ha kun ap se itna loss ho raha ha .just market ko dekhny se smjh nahi ati .apna bhi jayeza lana hota ha . bilkul theek hay k humain forex trading main agar bar bar loss hota hay tou humain cahiay k hum is cheez ko follow kare k humain loss kis wajha se ho raha hay aur hum se kidar kya mistake hi rai hay jo hum bar bar loss karte hay ayr un week pointes ko follow kar k dor karne ki kosish kare aur analyze kare take hum theek se market ko dekh sake.koi bhi mistakedoor ho jye gi
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #8 Collapse

                jab b hum kam karty hain to is main apny weak points ko dykh kar kam karna ho ga is ko acha karna ho ga kun kay humain bar bar mistake karny say market main loss hi loss ho ga so active ho kar kam karty hain to humain kafi mehnat karna or is main kam main acha profit hasil karna sb ka aim hota hay

                اب آن لائن

                Working...
                X