Forex trading islam mein is k bary mein kiya hy

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex trading islam mein is k bary mein kiya hy
    Dear Pakistan forex forum members Forex ek online business hy business hota hy kisi chiz ki tijarat to tijarat to islam mein jain hy to mere khyal sy islam mein forex trading ko jaiz hona chahiye lekin kuch members esy bhi hain jo kehty hain k forex sey any wala paisa islam mein jaiz ni hy kisi aur k pass koi ilm ho to batao please mera dauts clear karein all members ko is k bary mein discus karna chahiye
    :1f63b:​BE HAPPY
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    bhai ap ne bht acha question kea iska answer mery pas hai wo ye hai ke janab islam main bataya gaya hai bgair mehnt k kamaya gaya paisa haram karar dea jata hai or jaha mehnt ho waha sy paisa kamaya gaya haram nai hai or ek bat or btata chlo busines krna haram nai hai agr hm apni mehnt sy apny dimag sy work kr rhy hai to phr mery kheyal sy haram nai hona chahiye
    • #3 Collapse

      bhai apki bats ahi hai or boht se log yah bat ahty hain k yah thek nahi hai jub ka sya kuj nahi hai insam main forex thek he hai q k isalm main wo earning hmary liye jaiz ahi hai jis ko hum mahnt k bgair hasil kar lety hain jub k forex main hmain mahnt kar k sub kuj milta hai or hum mahnt kar k paisa bnaty hain es liye es main aysa koi bhi shak nahi hai
      • #4 Collapse

        Bhai forex trading bohut hi bada business hy is mein mehnat hy bohut ziyada to mere ilm mein ye hy k jis kam mein mehnat ho wo halal hota hy aur forex to business k sath sath mehnat ka kam bhi hy to shayad hi ye haram ho to mein bhi ye kehta hon k ye jaiz hy islam mein
        • #5 Collapse

          market main kam karna hay to is main learning kar kay achy say ana ho ga is main kam karna islam ki tarf say allow hay hum is main asani say kam kar sakty hain humain agr success hasil karni hay to demo ko use karna ho ga jis ki help say humain trade karna kafi asan ho sakta hay demo ko use karna ho ga
          • #6 Collapse

            is main kam karna islam main jaiz hay log trade main kam kar sakty hain is main koi aysa issue nai hay humain practice kar kay achy say kam karna ho ga hum practice karty hain to hi kuch gain kar sakty hain agr hum is main active ho kar kam karna ho ga jis ki help say humain achy say ana ho ga
            • #7 Collapse

              Dear members forex trading aik business hai ye online business hai jis ko log part time job smjh k krty hain but business ka mtlb hai karobar or karobar tijaarat me ata hai or tejarat krna aik islami pesha hai islam me tejarat ko bht ahemiyat hasil hai forex trading business ko krna chaiey qu k ye aik bht he faidy mand pesha hai
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #8 Collapse

                اصل پيغام ارسال کردہ از: Zeeshan sahab پيغام ديکھيے
                Dear Pakistan forex forum members Forex ek online business hy business hota hy kisi chiz ki tijarat to tijarat to islam mein jain hy to mere khyal sy islam mein forex trading ko jaiz hona chahiye lekin kuch members esy bhi hain jo kehty hain k forex sey any wala paisa islam mein jaiz ni hy kisi aur k pass koi ilm ho to batao please mera dauts clear karein all members ko is k bary mein discus karna chahiye
                Agar Islam ke Roze naikhe to hum Forex trading Mein on commodities Ja currency is made reading kar sakte hain do Pakistan ko Islam Mein Aaram nahi hai aur jo Cheez Hai Islam me haram Hai unpaid trading nahi kar sakte

                اب آن لائن

                Working...
                X