Always be careful about mistakes

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Always be careful about mistakes
    Mistake hoti hein is main koi shk nai hai lekin agr is ko time se clear kia jay tu is ka trading per itna zaida effect nai parta
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Mistake se loss hi ata hai is ley is bat per ghor karen ke bar nar ghalti na karen koun ke loss se ap ka aik tu Pisa zaia hota hai is he sath dosaron main ghalt impression parta hai aur ap kbi ki nazar main fail consider key jate hein
    • #3 Collapse

      mistake ke mamaly main apko bahat conscious hona chaye koun ke aik hi ghalti se bar bar nuqsan hasil karna aik perfect trader ki nishani nai hai is le ghalti se bachny ki asan kam yeh hai ke ap apni ghalti ho note kar lein
      • #4 Collapse

        Dhai app ny bahoot acha topic choose kia hy humy carefull rehna chaheay aik galti app ko bahoot bra loss dy skti hy dear friends app sub ko pata hy aik ber ager mistake ho jay to wo dobara ni honi chaheay
        • #5 Collapse

          bilkul jee jnb, agr ap mistake ku agaaz me hi rok lu ge tu ap ka zyada nqsan bhee nhi hta ha lkin trading m bhee ap ku be shak kahi na kahi mistake zror mile ga is lye is ku zror sudaar lena chhye.
          • #6 Collapse

            market main humain carefull ho kar kam karna hota hay is main mistake karty hain to kuch achi eraning hasil nai hoti hay humain hard work karna ho ga kunk ay hard work karny kay bgyr humain kuch hasil nai hota hay is main phly traers loss karty hain phir hi market main acha profit gain karty hain or eraning milti hay
            ᴍᴇʀɪ ᴘᴏsᴛs ᴋᴏ тнαикѕ ᴢᴀʀᴏᴏʀ ᴋᴀʀᴇɴ
            • #7 Collapse

              Han yar mistake to har insan sy hoti hain lekin un ka time par sambhal acha hota hy aur bohut faida mund bhi to forex trading ki mistakes koi badi bat ni hy lekin un ko control kar lena badi bat hy aur unhi mistakes sy dubbel faida lena dubbel kamiyabi hy to apni mistakes ko ignor mat karein aur in ko control karein
              • #8 Collapse

                اصل پيغام ارسال کردہ از: Riaz600 پيغام ديکھيے
                Mistake hoti hein is main koi shk nai hai lekin agr is ko time se clear kia jay tu is ka trading per itna zaida effect nai parta
                Trading krty hoy hr traders sy misyake ho jati hai or traders ko. A0ni. Mistakes ko correct krny ki try krni. Chaye q k agar ham apni mistakes sy learn nahi krain gy to hamain loss he hoga or kabhi bhi thek. Nahi kr skaingy
                FRD 07 TRADING JOURNAL
                • #9 Collapse

                  g han bhai appki bats ahi hai forex trading aik aysa business ahi jsi main boht sra experncesd person bhi mistakes kar jta hai es liye hmary sub k liye yahi best hota hai k juh bhi hum se mistakes hoti hai hmain osko foran se cover karna chhyea ta k hmain dobra os galti ki wjahs e loss na hos aky ayse hum boht achi traha trading sikh skty hain
                  • #10 Collapse

                    Dear friend agar ap forex main kam kar rahy ho to as min apny kam karny mai apni galtian ko ingnor mat karo bal k apni galtion ko khatam karny ki koshesh karo tab hi ap ki kameyabi hy
                    • #11 Collapse

                      hum jab kam karty hain to is kay liye kafi mehnat saya kam karna ho ga kun kay mistake karty hain to hi loss ho ga practice karty hain to hi market main stay kar sakty hain learning kar kay achy say ana ho ga demo ko use karty hain to hi trade karna humary liye asan ho sakta hay low risk main kam karna ho ga
                      • #12 Collapse

                        Dear frend hmy jul bazi mai treading karty hai jes mai hm bhot zayda mistake kar jaty hai jo hmary liye bhot zayda loss ki waja ban jati hai es liye hm jitna pursakon mind k sath treading kary gy hmary loye itna he behtar ho ga or hmy loss k samna b kam karna pary ga.
                        • #13 Collapse

                          G Dosto hmain apni galtio k bry.ma carefully rhena chy hmain trading.ma mhenat krni chy or trading k bry ma learning krni chy k trading kya hy os k bd trading ko open krny sy phely achi strategy bnani chy phr trading krni chy tak mistake hony k chance jam ho jy or apni galti sy b careful ho jy
                          • #14 Collapse

                            Dear members forex trading business me ghlti ki koi gunjaish ni hai phr b agr koi ghlti ho jay to usy foran sudharna chaiey kahi na kahi insan sy ghlti ho jati hai but koshish krni chaiey k ghltio sy hmesha mehfooz rhy
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              market main kam karny kay liye humain active ho kar kam karna hota hay kun kay humain is main carefull ho kar kam karna boht best hota hay agr ziada mistake karty hain to trade karny main issue ho sakta hay so mistake say paak trade karty hain to ziada acha profit b hasil ho sakta loss km ho ga

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X