Over confident ho jana earning kartay huay

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Over confident ho jana earning kartay huay
    Dear mein ne bahut se dostoun.ko dekha hai kay jub un ko earning honay lagti hai tou woh over confident ho jatay hain jo kay forex kay lye khatarnak hai aisa hargiz na karain aur khud ko normal rakhnay ki koshish karain aur zahen se kaam lain aur aap bhi iss per zaroor comment karain thanks
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Yes dear jab ham over confident ho jain gay earning kartay huay to hamain profit nahi ho ga apnay insta forex bonus account per hamain chiay kay ham jab bhi trading karain patience kay sat trading karain or secondly hamain chiay kay apnay insta forex bonus account ko grow karain achay say.
    Hamain apnay insta forex bonus account ko slow trading kar kay grow karna chiay or hamain trading ki terms and conditions ka pata hona chiay
    • #3 Collapse

      humain is main confidence say kam karna ho ga jis say market ko smjhna or is main kam karna humary liye asan ho sakay is main ziada over ho kar kam karty hain to kuch faida nai hota hay humain aik limit main rehty hoye kam karna munasib hota hay ta kay market ko understand kia ja sakay earning ho saky
      ᴍᴇʀɪ ᴘᴏsᴛs ᴋᴏ тнαикѕ ᴢᴀʀᴏᴏʀ ᴋᴀʀᴇɴ
      • #4 Collapse

        Asalam u Alikum
        Ji bhai saahi kaha sab ny over confidence to her ksi kaam main hameesha nuqsan hi kerta hai khaas ker k forex trading main jab tak aap ko trade aur forex ka achy se experience na ho tab tak aap choti choti trade kerain ta k aap baary loss se bach sakhy aur proper post ko read kerny k bad acha reply kerain jis se sab ko faida ho fazol post reply se guraiz kerian
        • #5 Collapse

          Dear friend hamen earning karty howy overconfident nahi hona chahye qu k yehforex trading main ak khatra hy aur hum gab tak sereas na hongy tab tak hum loss hi karen gy
          • #6 Collapse

            Aap ki baat bilkul theek hai k jab kissi trader ko profit hota hai to wo emotional ho jata hai aur overconfident ho jata hai aur phir bina sochy lot size ziada laga deta hai ya analysis k beghair apni trade shuru ker deta hai jiss se akser nuqsan ho jata hai. Iss liye hamaisha yad rekhain chahy loss ho ya profit apny jazbat ko kabu main rekhain aur apny capital k mutabiq analysis ker k trade lagain.
            • #7 Collapse

              confidence say kam karna hota hay kun kay jab b hum kam karty hain to is main mehnat karna zrori hota hay jab b kam karty hain to is main practice karty hain to trade ko understand karna ho ga is main ziada confidence say kam karty hain to ziada achi earning ho sakti hay magr over confedcnt hona kafi risky hay
              • #8 Collapse

                market main over confident ho kar kam karny say humain koi faida nai hota hay huamin hard work kar kay achy say kam karna ho ga ta kay trad emain loss km ho sakay humain practice say ana ho ga low risk main kam karna ho ta kay trade main achi earning hasil ho sakay humain demo ko use karna ho ga
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  agr aap trde kr rahy he tu ku over confident trding me nhi huna chhye kio ky agr ap trde kry rahy ap ku nhi pata ky ap ku profit hu ga ya ap ku pasie loss krnay parhy gy is lye trading ap ku confident zrur huna chhye kay ap profit hi earning kry gay aur loss km hu ga aur trade hmesha serious hu kr kry.

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X