Implementation and Knowledge

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    bilkul knowledge bohat zarori cheaz hai humy chahiyeh slow slow kaam karain tubhi kamyab hu sakty hain or forex best kaam hai world ka jitni mehnat karay gy utna hi kanyabi k chance hu gy kr acha kaam hai yeh
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      first step pay traders ku knowledge ki zarurat hoti hai oc k baad experience ki ju tradeing k sath sath possible hota hai. second step pay trader ku apna experience implement kerna hota hai.
      • #33 Collapse

        You are right brother , forex trading main hume jitni knowledge hoti hai hum usko impliment nhi kerte aur yehi waja hai hume forex trading main loss hota rhta hai , hume chye ke hum forex trading main apne trading capital ko save rkhain.
        • #34 Collapse

          Maximum traders planning to kartey hain lekan phir emotional ho kar apney decisions change krna shuroo kr detay hain aur yun loss uthatey hain. Hamain strong planning karni hy aur is par qaim rehna hy. Agar aap planning ko change krtey rahain gey to aap ka mind tension main aa jaye ga aur aap ko profit ki bajaye loss ho jaye ga.
          • #35 Collapse

            knowledge tw dear humay har kaam mai zarori hoti hai without knowledge k humay kuch nhe kar sakte hai issi tarha say same humay forex mai b starting mai knowledge he hasil karni hoti hai us say humay kafi had tak trading ka experience hasil hojata hai jis say hum easily profit earn kar sakte hai
            • #36 Collapse

              ji bilkul lehazahumein chayein ky hum kafi axhey plans banaye aur zaida se zaida mehnat kartey rahy yahan par aur jo bhi plans banaye us par working karey un ko achieve karey jabhi hum yahan par kamiyab ho paye gy lehaza mehnat kartey rahey yahan par
              • #37 Collapse

                jab hum trade main kam akrty hain to humain is main knowledge ho gi to humain market main achi earning hasil ho skay magr humain practice kar kay kam karna ho ga k loss km ho saky
                "The mind is everything, What you think you become"
                • #38 Collapse

                  g bhai forex trading mien ap knowledge ko gain karne ke sath sath is mien apko market pe trading karte hue impleemtn bhi karni ani chhaiye aur apko chahiye ke ap is mien bohat tareeqe se trading karen to ap zaroor kamiyab honge.
                  • #39 Collapse

                    Agar forex market main trading kerny ky liay ap forex market join kerny sy pehly forex trading ka kafi sara knowledge hasil kerty hain tou apko koshish kerni chahiay ky best trading techniques aur trading stratigies ko learn kerain then same ap apny real account main apply ker ky trade open kerain tou success hasil ho sakti hai
                    • #40 Collapse

                      humain is main leraning kar kay kam karna ho ga kun kay market kay bnary main humain knowledge ho gi to humain kam karny main asni ho sakati hay humain loss km say km ho ga
                      • #41 Collapse

                        forex trading main knowledge ko enahnce karnay main bohat faida hota hay so humay chahiey keh forex trading ko ziada say ziada time dain aur knowledge ko enhance karen tab esmain kamyab hon gay
                        • #42 Collapse

                          My friend forex maen wohi acha trader banta hai jo k us main hard work kerta hai knowledge gain kerta hia our pher demo account main us kii implementation kerta hai practice say experience gain ker k live account main pher trade ker k acha profit earn kerta hai
                          • #43 Collapse

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: Pakpips پيغام ديکھيے
                            My friend forex maen wohi acha trader banta hai jo k us main hard work kerta hai knowledge gain kerta hia our pher demo account main us kii implementation kerta hai practice say experience gain ker k live account main pher trade ker k acha profit earn kerta hai
                            ge han bhai ache trader banne ke lie hmein apne trading mein mhnt krne hote he aur hmein demo account bna kr us mein apne trading ke practice krne hote he aur jb hm apne trading mein acha knowledge aur experience hasil kr lein ge phr hmein apne liv trading mein acha profit hota he aur hm apne trading mein jlde kamaybe hasil krte hien
                            • #44 Collapse

                              doston sy request h k jo b thread create kren wo wazeh aur clear hona chahye. forex trading start krny sy pehly is k bary mn knoweldge hasil krna to bht he zruri h. ziada sy ziada knoweldge hasil kr k baqaida planning kr k trading krni chahye.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #45 Collapse

                                Implementation or knowledge forex main trading krny k liye bohat impotant things hain apko apny plan bna kr unko apply krna hota hai forex main or ap tabi plan bna skty hain jb ap k pass trading k baray main knowledge kafi hoga us k elawa ap successful trading krny ka soch b nahi skty
                                FRD 07 TRADING JOURNAL

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X