Pip calculator

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Pip calculator
    kya koi bata sakta hai ke PIP ko kese calculate kya jata hai?
    Micro PIP aur Full pip main kya faraq hota hai?
    aur Insta forex ke pip aur other brokers ke pip main koi faraq hota hai calculation ke hawale se ager hai tu kis tarha se samjha jaye ga?
    ager kisi pass ager pip calculator ka koi indicator hai tu share karen
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Brother kisi Bhi broker k pip main fark nahin hotaa Fark Spread main hotaa hai,PIP ko Calculate Karnaa buhat easy hai ye koi Aisi chez nahin jis K liye koi extra ordinary Qualification Required ho,ap MT4 Main Market k Tab Main dekhain Wahan bhi or Ap k Account profile main bhi Ap ko pip calculator mil jaye Ga
    Mind Is like A Parachute - It Is Useful only IF Open
    • #3 Collapse

      forex trading main ma abi learner hon mujy pips ko calculate karny ky bary main koch khas ilam nahi hai islye main to simply hi pata lga leta hon ky mujy ajj kitny pip loss hoa hai or markeet kity pip nechy gai or kitny pip upor .forex trading main good knolwdge gain karny ky lye ham forex forum ko follow karna chahye .
      • #4 Collapse

        Pip basically forex main aik point ki movement ko kehtay hain. har broker ke pas aik tarah ke hi pips ki movement hoti hai lakin un ka spread different hota hai jo ke broker ka profit hota hai aur hum sey liya jata hai.
        • #5 Collapse

          my dear, brother, pip ko calculate kernay kay liay different formulas use hotay hain. agar aap ko ye formulas nahi atay to aap forex ki kisi bhi site per us say pip calculator per ja ker usay calculate ker saktay ho.
          • #6 Collapse

            jo b prize chal rahay hotay ha is ka 4 dacimal jo hota hay os ko he pip ka nam dia jata hay.itnay zyada maslo ma parnay sa acha hay k ham apne trade ka 4th dacimal ko count kar lahay to ham ko pata chal jata hay k hamay loss hova ha ya profit ho raha hay
            • #7 Collapse

              Bhai mayn nay abhi tak pips k mutaliq kuchh nahin seeka . aghar koi asan lafzon may bata day ga to seekh lon ga . Es pips say trading mayn kia kam lia jasakta hay aur es say Trader kis trah use kar sakta hay.
              • #8 Collapse

                Sir pips calculate ka bohat hi acha reltion hai jis may ap log kaafi kuch kama saktay hain jis qader apkay pips zedya ho gay usi qader ap ka loss ya profits dono hi zeyda ho gay jab bhi trading karo us may pips ka kheyal zaroor rakhay thank u
                • #9 Collapse

                  jab hum trade main kam karty hain to humain har tool ko mind main rakh kar kam karna ho ga humain is main pips ko mind main calculate kar kay apny order ko stop lossro take profit lagana hoga
                  "The mind is everything, What you think you become"
                  • #10 Collapse

                    Pips calculator tou forex market main jab ap kisi bhi pair main trade open kerty hain tou market variation ky sath sath hi pips calculator chal raha hota hai juey apki open trade main apko profit ya loss ho raha hota hai aur ap same pair ka agar chart open kerty hain tou right side per jo values show ho rehi hoti hai wohi pips calculator hota hai
                    • #11 Collapse

                      humain pips main market main earning haisl hoti hay kay kitny pips main market move ho kar humain pips main earnnig dyty hain humain learning kar kay hard work karna ho ga
                      • #12 Collapse

                        forex trading main humay profit pips main count karna chahiey agar hum esmain count kar kay trading karen gay to humay pata chalta hay keh trading main hum kitna earn kar rahy hay aur kitna loss kar rahy hay
                        • #13 Collapse

                          My dear forex main to hum normal trading main normal pip size ko apni lot size k mutabik calculate kerty hain us main 1 ki trade lagi ho to aik pair 10 pips move kerta hai to 10 dollar ka profit aik trader ko hota hai us main kisi calculator ki zarorat nahe hai
                          • #14 Collapse

                            is forex main trade karny k liye hard work karni ho gi aur pips tou up aur down hoti rahti hai is ko dekh k hi trade karni ho gi ta k loss kam ho skay aur hum market main acha earn kar k run karny k kabil hon
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Pip calculator

                              pips ko dekh k hi trade karni ho gi ta k achi trade karein gay ta k achy say trade karein gay aur is forex main bonus calculate karna ho ga tab hi hum achy say trade kar sakty hain so hamain faida ho saky ga ta k earn ho gi

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X