Dosto frear iyk had tak bahtr bhe hota ha jab tak app loss ka khof main rhin ga app trading ahtyat sa krin ga lakin jissa he app fearless ho jyin ga tu lalch app par havi hona shrow ho jye ga yahin tak ka app ko idea he nahi ho ga ka app kitna loss kr chuka hain phir jab tora capital reh jye ga tab app ka fear app ko yaad delye ga ka kush kr lu ab account wash hona wala ha app fearless zaror hun lakin lalch ka qabo main mat ayin..
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим