Start mein thori investment kiun zarori hay
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Start mein thori investment kiun zarori hay
    Helo guys mein nay ziada tar logon sy yehi suna hay k start mein kam say kam trading karni chaiay?yeh kiun zarori hay kia faida hy?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    My dear bro start men hamara experience kafi kam hota hai isliye hamen ye baat bar nar kahi kahi jati hai k analysis k sath aur kam hivtrade kia kren yani k jab tak aapko Market koi strong signal na de us waqt tak koi bhivtrade open na kro agar aap har waqt trade open rakho ge to aapko loss k kafi chances honge isliye limited trades hi behtar hoti hain
    • #3 Collapse

      yes dear men ap ki bat sey agree hota hn kih staring men thori dey investment kerni chahye ku kih baz aoqat traders ko loss bhi ajata hey to is sey traders ko itna zayada nuksan bhi nh hota or zayada faida bhi nh................
      • #4 Collapse

        yes dear ap ney achi bat kahi hey ku kih traders ko chahye kih starting men thori investment kerni chahye or jo traders starts men hi zayada invesment kerty hen wo is sey loss ka shikar bhi ho saktey hen is lye starting men thori investment kerni chahye ta kih ap ko zayada loss na ay............
        • #5 Collapse

          yes dear ap ney achi bat kahi hey ku kih traders ko chahye kih starting main thori investment kerni chahye kyun kaam ko na samjhny waly traders starts men hi zayada invesment kerty aur loss ka shikar bhi ho jaaty is lye starting men thori investment kerni chahye ta k ap ko zayada nuqsan na ho
          • #6 Collapse

            Dear friends new trader ko slowly slowly ke formula per work kerna chay, start main pehly to new trader ko pehly demo account per practice kerny chay phir jub khush experience ho jai phir kum investment ke sath trade krey lkn juld bazy ya greed na krey
            Signature removed by moderator
            • #7 Collapse

              Sir ji Ganesh account me invest Karne Ki Zaroorat Nahi Hai agar aap Phir Bhi invest karte hain tu mujhse koi nahi hai aapko Jab bonus Milta hai to aap usse trade kar sakte hain Jab aap investment Karenge toh aap ko bada koi nahi hoga woh in Pune Mein Shamil Ho Jayega aap withdrew Sakenge
              ALWAYS BE HAPPY
              • #8 Collapse

                g bilkul bhai ap ne theek suna hai kuin keh wo is lie kaha jata hai k aap ka us waqt pehla qadam hota hai trading mein aur ager aap us waqt zayada investment k sath work start kren ge to ager loss ho gya to bht problem ho g is lie kam investment k sath start len ta k ap seekh saken aur zayada loss bhi na ho
                • #9 Collapse

                  Dost it is very simple ke start main hum ko thodi investment kerny chay us ki badi waja ye hy ke hum chon ke new hoty hn hamary pass experience knowledge and skills ki kami hoty hy is liy hum ko daikh bhal ker chalna hota hy aur hum ko loss ka dur bh hota hy, keon forex trading aik bahut hi complicated and risk business hy is se earning kerna koi asan ni bulkey main to kahon ga ke new traders ko ke wo start main bonus se trade kren
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Start main kam investment ki ake he waja hy aor wo experience ki kami hy shuru shuru main traders safety ko nazarandaaz karty hain jis ki waja sy ballance ur jata hy aor acount wash ho jata hy koshish yahi honi chaheay k inetial main kam investment he rakhni chaheay

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X