Make decision and then don't change it.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Make decision and then don't change it.
    Jab aap kise bhe trade ya plan kay baary main faisla kar lain aur aapko ye lag raha hay kay yehi faisla hay jis pe aap ny paka yakeen rakhna hay aur eai par amal karna ha to baad main jab tak bhr zayda emergency na ho us wakat tak apny faisly ko na badlin. Aap ny khud bhe dekha hoga kay bht saary aap kay faisly aap k khilaaf jaaty hain aur aapko us ka nuqsaan hotaa hai. So 1 faisla karin aur us par kaaim rahin.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Definitely , hm jb koi plan bna ly to us change nhi krna chahey , kun k hm jb dykhty hn k trade zra lose main Hy to hm koshish krty hm k lose na ho to jb hm NY profit main Jana hota Hy to tb hm lose kr k apni trade close KR jaty hn or agr zra sabar KR Lyn to wohi trade lose ki bjay profit dy skti Hy ...
    • #3 Collapse

      G han jnb aap nain aik bht achi baat ki hai issay kehtay hain aik achay trader ni nishani k woh jub aik analysis karta hai to is pr qayem rehta hai aur phir is say hat.ta ni hai chaye markeet jitni marzi us k mukhalif chali jaye aik waqat aisa zaror aata hai k markeet us k analysis k mutabiq chalnan shuru ho jaati hai
      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
      • #4 Collapse

        ji han ye to sahi baat hai trading koi mazak nahi hai yahan har kadam soch samjh kar rakhna parta hai agar aap ne aik decision le lia hai to usi par kaim rahen apna decision change mat karen q k jab aap aik decision pe itna confuse ho rahy hon gay to jo bhi or change decision len gay aap us se bhi satisfy nahi ho pain gay isi tarha aap ka mind kafi decisions mein uljha rahy ga or aap sahi trade nahi laga paen gay aap double minded ho jain gay isi liay aik decision len or usi pe kaim rahen us ko change mat karen

        اب آن لائن

        Working...
        X