Forex trading mein nakam hona
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex trading mein nakam hona
    Dear members forex trading ek business hy aur apny business mein to nakami ya kamiyabi hoti to hy lekin agar nakami na ho to kamiyabi ki qeemat ka pata ni chalta is liye forex trading mein nakami hy to sahi lekin bas mein kamiyabi hy bina nakami k koi trader kamiyab kesy hoga aur forex trading mein kamiyabi hogi knowledge sey practice sy aur practice hogi nakami sy humesha nakami k bad hi kamiyabi milti hy
    :1f63b:​BE HAPPY
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Gee bhai aap ne bilkul theek kaha hai tamam kamyab log aise hi kamyab nahin hoye unhoun nay bhi bahut nakamian dekhi hain bahut mushkilat ka samna kya hai bahut mehnat ki hai tab ja kay unhain bhi kamyabi mili hai iss lye aap bhi mehnat jari rakhain allah kamyaab karay gay
    • #3 Collapse

      Dear life k har business ma kamyabi or nakami hoti reti ha isi tra forex trading ma hmain kbi kbi bout profit hota ha tu kbi loss ho jata ha isliay hmain chaiy k apni trading ko acha bnany k liay bout maint karni ho gi Ku is k liay bout knowledge or experience hona chaiy aysa na ho k ap loss ki wjha sy trading ko chor dain ya dil bardashta ho jain balky apny emotions ko control kr k cool mind k sath aik acha profit gain krian
      • #4 Collapse

        Dear forex trading aik business hai jis main nakami bhi hai or kamiyabi bhi nakami hi kamiyabi ka phale step hai humain kabhi bhi give up ni karna chahiya bar bar kosish karni chahiya.
        • #5 Collapse

          Sir forex trading business main nakam honay ki bohat si reasons ho sakti hain but jo main reason yeh keh little knowledge and little experience and small capital say trading karnay say mostly trader loss kartay hain, humain first good knowledge and good experiennce ki need hay, es kay baad good capital bhee zaroori hay.
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #6 Collapse

            bilkul thek farmaya ap ne jnb business ki sahi qemat nuqsan hasil kr k hi pta chlti hai agr aesy hi nakami k bgair hi rizk milta rahy to phr to log khuda ko bhi bhol jaye isi liye Allah pak ne business main kya har kam main nakami bhi rkhi hai taky log mjhe yad rkhain mjh sy mangain or agr bgair mangy sb kch milta rahain to phr to Allah ko koi yad na kre

            اب آن لائن

            Working...
            X