Forex trading main strategies jumble up na karain
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex trading main strategies jumble up na karain
    Dear forex trading main hamain strategies ko jumble up nahi karna chiay hamain chiay kay aik strategy use karain market condition kay hisab say.
    3 strategies ko jumble up nahi karna chiay. Or hamain chiay kay Sirf market condition kay hisab say jo strategy lagti ho.
    Sirf aik strategy ko daikhna chiay. Na kay ham 2 or 3 strategies kay hisab say sochna shuro kar dain is tara ham zada confuse ho saktay hain.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    G dear strategies ko ikhta nahi karna chahiya bikul confusen ho sakti hy or wesy bi ap ko ik hi strategies py hi mukamal control hona chaiya taky ap asani sy trade kar saky jitna easy trade kay gy utna sukoon rahy ga
    or trading mai asni rahy gi,jtni ziyda ko chek kary gy utna hi tension ai rho gy.
    • #3 Collapse

      g dear aap nay bilkul sahi baat ki hay daikhay foex may yeh hamesha say hi aik rule hay kay aap hamesha aik hi strategy ko strictly follow keranin nah kay 2-3 strategies ko at a time follow kerain iss tarah insaan confuse ho jaata hay or aik strategy ko bhi sahi tarah follow nahi ker sakta hay
      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
      • #4 Collapse

        Gee bhai aap ne bahut achi baat ki hai strategy hamesha aik trade kay lye aik hi banain ta kay aap ko kisi qism ki confusion ka samna na karna paray haan strategy aik ho lakin aap uss mein plan aik se zayada shamil kar saktay hai kay aik plan fail honay ki surat mein next step kya leena hai woh zaroor shamil kar saktay hain

        اب آن لائن

        Working...
        X